Ye hain bambai pyare
Iske rang hain nyare
Din mein dikhlaye tare
Ye hain bambai pyare
Ye hain bambai pyare
Iske rang hain nyare
Din mein dikhlaye tare
Ye hain bambai pyare
Ek traf buildinge unchi unchi
Ek traf jhopadi mein base rash
Sach hain bhai
Ek traf to hain dolat ki masti
Ek traf gu gurabat ka dera
Jiye aas ke mare
Ye hain bambai pyare
Din mein dikhlaye tare
Ye hain bambai pyare
Anda bhata hain aalu ptata
Aate jate ko karte hain tata
Slam jai ram ji ki
Beru amrud kamra hai kholi
Hai yaha ki ek ajab boli
Kaise kaise nzare
Ye hain bambai pyare
Din mein dikhlaye tare
Ye hain bambai pyare
Mil to jata hain sab kuch yaha par
Ek milta nahin hai thikana
Arey apun bhi to futpat par hain bhai
Mil gaya ek ghar to use phir
Mil gay azindagi ka bhana
Din masti mein gujar
Ye hain bumbai pyare
Din mein dikhlaye tare
Ye hain bambai pyare
Ye hain bambai pyare
Iske rang hai nyare
Din mein dikhlaye tare
Ye hain bambai pyare
Ye hain bambai pyare
Ye hain bambai pyare
Ye hain bambai pyare
Ye hain bambai pyare.
Anupama Deshpande, Ashok Khare
Ashok Khosla, Ghanshyam Vaswani, Vinod Sehgal