Din ne jaate jaate
Mujhko raat ke haath kiya
Bhor bhayi aur jhaad chadariya
Raat ne kuchh kiya
Phir pahre par suraj aayaa
Phir wohi din ke phere
Pahredaar badalte jaayen
Bandh na chhute mere
Ye raat din ka phera
Ye raat din ka phera
Laga rahega
Jab tak na kuchh hoga
Yaha se tera
Ye raat din ka phera
Subah guzar gayi hai
Aur shaam jaa rahi hai
Subah guzar gayi hai
Aur shaam jaa rahi hai
Murakh sambhal ke dar pe
Wo raat aa rahi hai
Is raat ka jeewan mein
Kabhi hoga naa sawera
Is raat ka jeewan mein
Kabhi hoga naa sawera
Ye raat din ka phera
Maaya ke laade sar pe
Dhar ke kaha chala hai
Maaya ke laade sar pe
Dhar ke kaha chala hai
Aur moh jholiyon mein
Bhar ke kaha chala hai
Manzil hai dur teri
Kadam dagmagaaye tera
Ye raat din ka phera
Laga rahega
Jab tak na kuchh hoga
Yaha se tera
Ye raat din ka phera.
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Chandru Atma (C. H. Atma)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Chandru Atma (C. H. Atma)
Chandru Atma (C. H. Atma), Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Chandru Atma (C. H. Atma), Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Shamshad Begum
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Chandru Atma (C. H. Atma)