Kajal wali ankhiya mori
To bin sajan tarse
Yaad tumhari jab aaye
Ye badal banke barase
Main samjhu mai samjhu
Sawan aaya aaye haye
Mai samjhu sawan aaya
Kajal wali ankhiya mori
To bin sajan tarse
Yaad tumhari jab aaye
Ye badal banke barase
Main samjhu mai samjhu
Sawan aaya aaye haye
Main samjhu sawan aaya
Ke na tarsao chale bhi aao
Na chhup chhup jao in ankhiyo se
Na chhup chhup jao in ankhiyo se
Ke na tarsao chale bhi aao
Na chhup chhup jao in ankhiyo se
Na chhup chhup jao in ankhiyo se
Dil ki tasvir dikhayegi
Rah me bichh bichh jayegi
Ke yu na ghabrao in ankhiyo se
Ke din me pritam chhaya
Aaye haye haye haye
Main samjhu sawan aaya
Kajal wali ankhiya mori
To bin sajan tarse
Yaad tumhari jab aaye
Ye badal banke barase
Main samjhu mai samjhu
Sawan aaya aaye haye
Main samjhu sawan aaya
Bhola balam dil rakhna na jane
Dil rakhna na jane
Bhola balam dil rakhna na jane
Dil rakhna na jane
Ishare na samjhe hamar
Ishare na samjhe hamar
Batiya na mane mori batiya na mane
Batiya na mane mori batiya na mane
Kajre ki dori o balma mori
Tohe pe hanse hai chori chori
Tohe pe hanse hai chori chori
Ke jeen naino ki tum ho aash
Mujhe na un naino ki pyas
Ye kiasa zulmhai dhaya
Aaye haye haye haye
Main samjhu sawan aaya
Kajal wali ankhiya mori
To bin sajan tarse
Yaad tumhari jab aaye
Ye badal banke barase
Mai samjhu main samjhu
Sawan aaya aaye haye
Main samjhu sawan aaya
Haye haye haye
Main samjhu sawan aaya.
Chandru Atma (C. H. Atma)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Chandru Atma (C. H. Atma)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Chandru Atma (C. H. Atma)
Chandru Atma (C. H. Atma), Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Chandru Atma (C. H. Atma), Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Chandru Atma (C. H. Atma)