Yeh baat hoti hai
Paida janab barso mein
Khuda banata hai
Aisa sabab barso mein
Yeh baat hoti hai
Paida janab barso mein
Khuda banata hai
Aisa sabab barso ke
Yeh baat hoti hai
Bahar aati hai aur
Rang rup milte hai
Chaman mein waise
To har roz phul khilte hai
Chaman mein khilta hai
Chaman mein khilta hai
Tumsa gulab barso mein
Khuda banata hai
Aisa sabab barso ke
Yeh baat hoti hai
Nahi ye baat haye
Nahi ye baat ke
Tumsa hasin nahi hoga
Yaha nahi to jamane
Me wo kahi hoga
To wo kahi hoga
Magar milega tumhara
Jawab barso mein
Khuda banata hai
Aisa sabab barso mein
Yeh baat hoti hai
Tera khyal hai har
Waqt yaad ke kabil
Magar ye meri najar
Bhi hai dad ke kabil
Kiya hai jisne tera
Kiya hai jisne tera
Intkhwab barso mein
Khuda banata hai
Aisa sabab barso mein
Yeh baat hoti hai.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lata Mangeshkar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Lata Mangeshkar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Kavita Krishnamurthy
Kavita Krishnamurthy
Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz