Deewana Kah Ke - Majboor lyrics | Majboor - Deewana Kah Ke lyrics

Deewana Kah Ke is a hindi song from the 1964 movie Majboor. Deewana Kah Ke singers are Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor. Deewana Kah Ke composer is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah and Deewana Kah Ke lyricist or song writer is Anand Bakshi. Deewana Kah Ke music director is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Deewana Kah Ke features Biswajeet, Waheeda Rehman, Suresh, Lalita Pawar. Deewana Kah Ke director is and the producer is . The audio of Deewana Kah Ke song was released on 7th July, 1964 by Saregama. Deewana Kah Ke YouTube video song can be watched above.


Deewana kah ke logo ne
Mujhe aksar bulaya hai
Deewana kah ke logo ne
Mujhe aksar bulaya hai
Agar pucha kisi ne hal
Ye kisne banaye hai
To main tera naam lunga
Main tera naam lunga


Gawayi nind aankho ne
Ab to dil bhi gawaya hai
Agar puchha kisi ne hal
Ye kisne banaye hai
To main tera naam lunga
Main tera naam lunga


Kabhi maine maykhana dekha nahi hai
Utha ke bhi paymana dekha nahi hai
Magar sab mujhe dekh ke kah rahe hai
Koi aisa mastana dekha nahi hai
Koi aisa mastana dekha nahi hai
Agar pucha kisi ne
Agar pucha kisi ne
Tu nashe me kaise aaya hai
To main tera naam lunga
Main tera naam lunga


Gawayi nind aankho ne
Ab to dil bhi gawaya hai
Agar pucha kisi ne hal
Ye kisne banaye hai
To main tera naam lungi
Main tera naam lungi


Jalaya hai tu khyalo mein mere
Jawabo me mere sawalo mein mere
Mana karne pe bhi mana to hua na
Laga hi diya phul balo mein mere
Laga hi diya phul balo mein mere
Agar pucha kisi ne, agar pucha kisi ne
Phul ye balo mein kisne lagaya hai
To main tera naam lungi
Main tera naam lungi
Deewana kah ke logo ne
Mujhe aksar bulaya hai
Agar puchha kisi ne hal
Ye kisne banaye hai
To main tera naam lunga
Main tera naam lunga


Suna jabki main ho gaya hu nishana
Kayi bate puchega mujhse jamana
Chupaunga mai kaise darde jigar ko
Banaunga logo se mani kya bahana
Agar puchha kisi ne
Agar puchha kisi ne
Teer ye kisne chalaya hai
To main tera naam lunga
Main tera naam lunga


Gawayi nind aankho ne
Ab to dil bhi gawaya hai
Agar pucha kisi ne hal
Ye kisne banaye hai
To main tera naam lungi
Main tera naam lungi.



Movie/album: Majboor
Singers: Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Label: Saregama
Starring: Biswajeet, Waheeda Rehman, Suresh, Lalita Pawar
Release on: 7th July, 1964
1. Who is the music director of the song Deewana Kah Ke
Ans: Deewana Kah Ke song music director is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
2. Who is/are the singer/singers of the song Deewana Kah Ke
Ans: Deewana Kah Ke song singers are Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
3. Who is the Composer of the song Deewana Kah Ke
Ans: Deewana Kah Ke song composer is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
4. Who is the Lyricist of the song Deewana Kah Ke
Ans: Deewana Kah Ke song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Deewana Kah Ke
Ans: Deewana Kah Ke song is from Majboor
6. Who wrote the song Deewana Kah Ke
Ans: Deewana Kah Ke song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Majboor

1
Ab Darne Ki Koi Baat Nahi

Lata Mangeshkar

2
Daman Hai Chak Chak Mera

Lata Mangeshkar

3
Main To Rah Gayi Aaj Akeli

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

4
Dil Mera Toda

Lata Mangeshkar

5
Gori Sakhiyo Se

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Lata Mangeshkar

6
Har Shai Pe Jawani Hai

Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

7
Piya Milne Ko Aa

Lata Mangeshkar

8
Main Wohi Wohi Baat

Mohammed Rafi

9
Yeh Baat Hoti Hai

Mohammed Rafi

10
Tere Bina O Sajna

Lata Mangeshkar

11
Badli Hai Zamane Ki Nazar

Lata Mangeshkar

12
Tumhe Jo Bhi Dekh Lega

Hemanta Kumar Mukhopadhyay

13
Dekh Sakta Hoon

Lata Mangeshkar

14
Ruthe Rab Ko Manana

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

15
16
Kabhee Sochta Hu Ke

Kishore Kumar

17
Daaru Ki Botal Men

Kishore Kumar

18
Rim Jhim Barasta Bahar Ye Pani

Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz

19
Mere Sanam Tere Sar Ki Kasam

Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz

20
Krishna Govinda Murari

Kavita Krishnamurthy

21
Dhundu Dhundu Idhar Udhar

Kavita Krishnamurthy

22
Dhak Dhak Tera Dil Dhadke

Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz