Abhi na parda girao thehro
Ke dasta aage aur bhi hai
Abhi na parda girao thehro
Ke dasta aage aur bhi hai
Yeh ishq gujra hai ek jaha se
Ek jaha aage aur bhi hai
Abhi na parda girao thehro
Abhi to tuti hai kachchi mitti
Abhi to bas jism hi gire hai
Abhi to tuti hai kachchi mitti
Abhi to bas jism hi gire hai
Abhi kayi bar marna hoga
Abhi to ahsas jee rahe hai
Abhi na parda girao thehro
Ke dasta aage aur bhi hai
Abhi na parda girao thehro
Dilo ke bhatke huye musafir
Abhi bahaut dur tak chalenge
Dilo ke bhatke huye musafir
Abhi bahaut dur tak chalenge
Kahi to anzam ke siro se
Yeh zustzu ke sire milenge
Abhi na parda girao thehro
Ke dasta aage aur bhi hai
Yeh ishq gujra hai ek jaha se
Ek jaha aage aur bhi hai
Abhi na parda girao thehro
Gira do parda ke dasta
Khali ho gayi hai
Gira do parda ke dasta
Khali ho gayi hai
Gira do parda ke
Khubsurat udas chehre
Kahi khalao mein gum gaye hai
Gira do parda ke dasta
Khali ho gayi hai
Awaaz se apne suro se uthkar
Chali gayi hai
Awaaz se apne suro se uthkar
Chali gayi hai
Gairb aankho se ruth kar
Ek ek aansu utar gaya hai
Gira do parda ke
Khubsurat udas chehre
Kahi khalao mein gum gaye hai
Gira do parda ke dasta
Khali ho gayi hai
Bas ke ahsas ki khamoshi
Hai gunjti hai
Bas ek ahsas ki khamoshi
Hai gujti hai
Kisi adhuri si ek tasvir me
Andhera jal raha hai
Gira do parda ke
Khubsurat udas chehre
Kahi khalao mein gum gaye hai
Gira do parda ke dasta
Khali ho gayi hai
Gira do parda ke dasta
Khali ho gayi hai
Gira do parda ke dasta
Khali ho gayi hai.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Kumari Faiyaz