Yeh Desh Hamara Hai - Hum Bachhey Hindustan Ke lyrics | Hum Bachhey Hindustan Ke - Yeh Desh Hamara Hai lyrics

Yeh Desh Hamara Hai is a hindi song from the 1984 movie Hum Bachhey Hindustan Ke. Yeh Desh Hamara Hai singers are Anup Jalota, Dilraj Kaur, Preeti Sagar. Yeh Desh Hamara Hai composer is Zameer Bikaneri and Yeh Desh Hamara Hai lyricist or song writer is N/A. Yeh Desh Hamara Hai music director is Zameer Bikaneri. Yeh Desh Hamara Hai features Umesh Khanna, Saudamini Rawal, Sumeet Varma, Pallavi Joshi, Sanjay Mehta, Sharda. Yeh Desh Hamara Hai director is and the producer is . The audio of Yeh Desh Hamara Hai song was released on 1st January, 1984 by Saregama. Yeh Desh Hamara Hai YouTube video song can be watched above.


Manchitar par kitna
Sundar desh hamara hai
Aao iski sair kare
Aankho ka tara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Manchitar par kitna
Sundar desh hamara hai
Aao iski sair kare
Aankho ka tara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai


Isi kile se chatrpati ji
Tut pade the dushman par
Unka hi vaykitav ghumta raha
Manakavi bhushan par
Chatar pal ne kavi bhushan ko
Ek anutha man diya ek anutha man diya
Mantar mughd hai yeh par
Sang bhi kitna pyara hai
Mantar mughd hai yeh par sang bhi
Kitna pyara hai yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai


Isi bambai se gandhi ji
Tilak gokhle mahke the
Sach pucho to angrejo ke
Pair yahi se ukhde the
Aazadi lekar hi chode
Pran hamare bapu ne
Pran hamare bapu ne
Aaj tarakki ki manzil ki
Or sitara hai aaj tarakki ki manzil ki
Or sitara hai yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai


Hath me thi talwar
Peeth par balak lekar nikli thi
Aandhi or tufan se badhkar
Jhansi wali rani thi
Rajguru sukhdev chandar sekhar ko
Bhul nahi jana unko bhul nahi jana
Jaliyawala bag tirth sathan hamara hai
Jaliyawala bag tirth sathan hamara hai
Yeh desh hamara hai yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai yeh desh hamara hai


Agar chahte veer bhakat singh
Le lete dushman ki jan
Inkalab ka nara dene
Wale ki thi yeh pahchan
Vidya aur thi jivha apne
Logo ne hi pran liya logo ne hi pran liya
Bismilla asfak ulla se katil hara hai
Bismilla asfak ulla se katil hara hai
Yeh desh hamara hai yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai yeh desh hamara hai


Rana ke bacho ko roti
Ghas ki bhi to nahi mili
Aasman ki chadar bistar
Pathrili hi jami mili
Bandh saki na kabhi gulami ki
Janjir rana ko yeh janjire rana ko
Bharat mata ka yeh
Beta bada dulara hai
Bharat mata ka yeh
Beta bada dulara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai


Neta ji ke hunkaro se
Angrejo ki nind udi
Neta ji ke fauladi se
Sena thi yaro khub ladi
Neta ji ka nam hamare
Khun ko garmi deta hai
Khun ko garmi deta hai
Gaav gaav me gunj raha
Jaihind ka nara hai
Gaav gaav me gunj raha
Jaihind ka nara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai


Nehru ji ne damandeep
Aur gova me aazadi li
Sikkam ki janta ko indra
Gandhi ne aazadi di
Rajwado ko prem sutar me
Ballab bhai ne bandha
Ballab bhai ne bandha
Lala ji ke lahu ne
Pyare desh sawara hai
Lala ji ke lahu ne
Pyare desh sawara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai


Pond raj ki durgawati
Rani bahadur thi
Aadiwasiyo ki devi wo
Neta aur bhawani thi
Tara ke the veer kuwar singh ji
Sher babbar kahlate the
Sher babbar kahlate the
Chun chun kar anyayiyo
Ko dono ne mara hai
Chun chun kar anyayiyo
O dono ne mara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai


Keral ke madhyam menan
Karnatak ke teepu sultan
Tamil ke gopal kesh vanchi
Sunlo gunji thi shan
Aur udisa ke murlidhar
Panda ka tum nam likho
Panda ka tum nam likho
Nav parbhaat ko
Ambedkar ne sawara hai
Nav parbhaat ko
Ambedkar ne sawara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai


Is ghar ka himgir rakshak hai
Sagar ki uthti lahre
Amrit ki dhara bahti hai
Ganga jamuna ke jal me
Kashmir ki hawa hamari
Tabiyat ko rang jati hai
Tabiyat ko rang jati hai
Kahne ka yeh matlab hai
Sukh vaibhav sara hai
Kahne ka yeh matlab hai
Sukh vaibhav sara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai


Lakho aur karodo ne jab
Tyag kiya sab kuch apna
Tab jakar bharat maa ne
Pahna aazadi ka gahna
Is gahne ki raksha bache
Budhe aur jawan kare
Budhe aur jawan kare
Bhaichara sabhi nibhayeh
Tabhi gujara hai
Bhaichara sabhi nibhayeh
Tabhi gujara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai


Shardha bhakti se naman karo
Sab milkar un sab veero ko
Khel gayeh jo jan pe hanste hanste
Veer sahido ko aazadi ki sanse un
Sabki hi saman dharohar hai
Sabki hi saman dharohar hai
Un par nyauchawar
Apna yeh jiwan sara hai
Un par nyauchawar
Apna yeh jiwan sara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai
Yeh desh hamara hai.



Singers: Anup Jalota, Dilraj Kaur, Preeti Sagar
Song Lyricists: N/A
Music Composer: Zameer Bikaneri
Music Director: Zameer Bikaneri
Music Label: Saregama
Starring: Umesh Khanna, Saudamini Rawal, Sumeet Varma, Pallavi Joshi, Sanjay Mehta, Sharda
Release on: 1st January, 1984
1. Who is the music director of the song Yeh Desh Hamara Hai
Ans: Yeh Desh Hamara Hai song music director is Zameer Bikaneri
2. Who is/are the singer/singers of the song Yeh Desh Hamara Hai
Ans: Yeh Desh Hamara Hai song singers are Anup Jalota, Dilraj Kaur, Preeti Sagar
3. Who is the Composer of the song Yeh Desh Hamara Hai
Ans: Yeh Desh Hamara Hai song composer is Zameer Bikaneri
4. Who is the Lyricist of the song Yeh Desh Hamara Hai
Ans: Yeh Desh Hamara Hai song lyricist is N/A
5. What is the movie of the song Yeh Desh Hamara Hai
Ans: Yeh Desh Hamara Hai song is from Hum Bachhey Hindustan Ke
6. Who wrote the song Yeh Desh Hamara Hai
Ans: Yeh Desh Hamara Hai song is written by N/A

Find other songs in - Hum Bachhey Hindustan Ke

4
Ye Raksha Bandhan

Preeti Sagar