Ye dil ki dhadkano se
Khabar pa rahi hu main
Khabar pa rahi hu main
Ye dil ki dhadkano se
Khabar pa rahi hu main
Khabar pa rahi hu main
Shayad kiya aaj yaad
Ho shayad kiya
Aaj yaad unhe aa rahi hu main
Unhe aa rahi hu main
Aansu tapak ke
Aankh se tasvir bante hai
Aansu tapak ke
Aankh se tasvir bante hai
Chamkile motiyo
Mein unhe pa rahi hu main
Unhe pa rahi hu main
Shayad kiya aaj yaad
Ho shayad kiya
Aaj yaad unhe aa rahi hu main
Unhe aa rahi hu main
Manjil se dur chalne se majbur
Manjil se dur chalne se majbur
Kya karu ho main
Kya karu uthti hu girke
Uthke giri ja rahi hu main
Giri ja rahi hu main
Shayad kiya aaj yaad
Ho shayad kiya
Aaj yaad unhe aa rahi hu main
Unhe aa rahi hu main
Aakhir kabhi to hogi
Sabhe gam ki bhi sahar
Aakhir kabhi to hogi
Sabhe gam ki bhi sahar
Itne se aashre pe
Jiye ja rahi hu main
Itne se aashre pe
Jiye ja rahi hu main
Shayad kiya aaj yaad
Ho shayad kiya
Aaj yaad unhe aa rahi hu main
Unhe aa rahi hu main
Ye dil ki dhadkano se
Khabar pa rahi hu main
Khabar pa rahi hu main.
Lata Mangeshkar
G. M. Durrani, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Shamshad Begum
Lata Mangeshkar
G. M. Durrani, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar