Yeh hasrat thi ke is duniya me
Bas do kam kar jaate
Yeh hasrat thi ke is duniya me
Bas do kam kar jaate
Tumhari yaad me jite
Tumhare gham me mar jaate
Yeh hasrat thi ke is duniya me
Bas do kam kar jaate
Yeh duniya dubati
Tufaan aata is qayaamat ka
Yeh duniya dubati
Tufaan aata is qayaamat ka
Agar dam bhar ko aankho me
Meri aansu thehar jaate
Yeh hasrat thi ke is duniya me
Bas do kam kar jaate
Tumhari yaad aa aakar
Mere nashtar chubhoti hai
Tumhari yaad aa aakar
Mere nashtar chubhoti hai
Mere nashtar chubhoti hai
Magar na dil ke sare zakhm
Itane din me bhar jaate
Magar na dil ke sare zakhm
Itane din me bhar jaate
Yeh hasrat thi ke is duniya me
Bas do kam kar jaate
Kaha tak dukh uthaae
Kaha tak dukh uthaaye
Teri furqat aur judaai ke
Teri furqat aur judaai ke
Agar marana hi thaa ek din
Na kyun phir aaj mar jaate
Agar marana hi thaa ek din
Na kyun phir aaj mar jaate
Yeh hasrat thi ke is duniya me
Bas do kam kar jaate.
Asha Bhosle, Chandbala, Zohrabai Ambalewali
Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi