Ye mard bade dil sard
Bade bedard na dhokha khana
Mithi mithi batiyon
Mein bhool ke na aana
Ye mard bade dil sard
Bade bedard na dhokha khana
Mithi mithi batiyon
Mein bhool ke na aana
Hote hain chhote dil
Ke lambi zubaan vaale
Dete hain maal khota
Unchi dukaan vaale
Hote hain chhote dil
Ke lambi zubaan vaale
Dete hain maal khota
Unchi dukaan vaale
Chhota munh aur baat badi
Ye hai dastoor puraana
Mithi mithi batiyon
Mein bhool ke na aana
Ye mard bade dil sard
Bade bedard na dhokha khana
Mithi mithi batiyon
Mein bhool ke na aana
Baat pate ki hai ye
Maano jo mera kahana
Achchha hai aag se
To door hi door rahana
Baat pate ki hai ye
Maano jo mera kahana
Achchha hai aag se
To door hi door rahana
Jhoothi in ki jaat badi
Ye hai dastur puraana
Mithi mithi batiyon
Mein bhool ke na aana
Ye mard bade dil sard
Bade bedardna dhokha khana
Mithi mithi batiyon
Mein bhool ke na aana
Ye mard bade dil sard
Bade bedardna dhokha khana
Mithi mithi batiyon
Mein bhool ke na aana.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Mohammed Rafi
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi