Do re me fa so la ti do
Do ti la so fa me re do
Do ti la so fa me re do
Ye saal ki aakhri raat hai
Zara samajhne waali baat hai
Tu kal ki kal pe chhod de
Wo guzre saal ki baat hai
Wo guzre saal ki baat hai
Wo guzre saal ki baat hai
Ae ae ae
Do re me fa so la ti do
Ye saal ki aakhri raat hai
Zara samajhne waali baat hai
Tu kal ki kal pe chhod de
Wo guzre saal ki baat hai
Wo guzre saal ki baat hai
Wo guzre saal ki baat hai
Ae ae ae
Do ti la so fa me re do
Aane waale ki khushi mein
Ae ae
Tu jaane waale ko bhool
Aane waale ki khushi mein
Ae ae
Tu jaane waale ko bhool
Zakhm chaahe tujhko milen hon
Chaahe miley hon phool
Guzar gaya jo saal wo
Yaadon ki baaraat hai
Yaadon ki baaraat hai
Do re me fa so la ti do
Ye saal ki aakhri raat hai
Zara samajhne waali baat hai
Tu kal ki kal pe chhod de
Wo guzre saal ki baat hai
Wo guzre saal ki baat hai
Wo guzre saal ki baat hai
Ae ae ae
Do ti la so fa me re do
Do re me fa so la ti do
Naye saal ki pehli raat hai
Zara samajhne waali baat hai
Aaja muhabbat baant len
Ye kudrat ki saugaat hai
Ye kudrat ki saugaat hai
Ye kudrat ki saugaat hai
Ru ru ru
Agar sunehri mauqa
Aaj bhi kho jaayegaa
Ik saal jawaani ka
Aur kam ho jaayegaa
Agar sunehri mauqa
Aaj bhi kho jaayegaa
Ik saal jawaani ka
Aur kam ho jaayegaa
Hamsafar koi
Mil jaaaye to
Har raat teri shabraat hai
Ae ae ae
Do re me fa so la ti do
Naye saal ki pehli raat hai
Zara samajhne waali baat hai
Aaja muhabbat baant len
Ye kudrat ki saugaat hai
Ye kudrat ki saugaat hai
Ye kudrat ki saugaat hai
Ae ae ae
Do re me fa so la ti do
Ye saal ki aakhri raat hai
Zara samajhne waali baat hai
Tu kal ki kal pe chhod de
Ye kudrat ki saugaat hai
Ye kudrat ki saugaat hai
Ye kudrat ki saugaat hai.
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Anup Jalota, Asha Bhosle