Yeh Umr Hai Kya Rangeeli - Professor lyrics | Professor - Yeh Umr Hai Kya Rangeeli lyrics

Yeh Umr Hai Kya Rangeeli is a hindi song from the 1962 movie Professor. Yeh Umr Hai Kya Rangeeli singers are Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Usha Mangeshkar. Yeh Umr Hai Kya Rangeeli composer is Shankar Singh Raghuvanshi and Yeh Umr Hai Kya Rangeeli lyricist or song writer is Hasrat Jaipuri. Yeh Umr Hai Kya Rangeeli music director is Shankar Singh Raghuvanshi. Yeh Umr Hai Kya Rangeeli features Shammi Kapoor, Kalpana, Lalita Pawar. Yeh Umr Hai Kya Rangeeli director is and the producer is . The audio of Yeh Umr Hai Kya Rangeeli song was released on 20th January, 1962 by Saregama. Yeh Umr Hai Kya Rangeeli YouTube video song can be watched above.


Ye umar hai kya rangeeli
Ye nazar hai kya nasheeli
Pyaar mein khoye khoye nain
Hamaara rom rom bechain
Hamaari hi zamana hai
Haay
Ham par thhi jawaani
Aur duniya thhi deewaani
Kisi ke ham hi thhe dildaar
Koi karta thha hamse pyaar
Hamaara bhi zamana thha
Haay
Ham par thhi jawaani


Ye matwaali chanchal aankhen
Dekhen sapne paagal aankhen
Guzra bachpan chaayi bahaaren
Guzra bachpan chaayi bahaaren
Chaal huyi mastaani
Ye umar hai kya rangeeli
Ye nazar hai kya nasheeli
Pyaar mein khoye khoye nain
Hamaara rom rom bechain
Hamaara hi zamana hai
Ye umar hai kya rangeeli


Dam hai jabtak jeewan apna
Arre jaan hai jabtak phir
Sab kuchh apna waah re budhhe
Dil ki baaten sun lo ab to
Dil ki baaten sun lo ab to
Aankhon ki jubaani
O ho ho ho haay
Ham par thhi jawaani
Aur duniya thhi deewaani
Kisi ke ham bhi thhe dildaar
Koi karta thha hamse pyaar
Hamaara bhi zamana thha
Ham par thhi jawaani


Jeewan kya hai hanste rehna
Man maujon mein behte rehna
Chhup ke baithho maane na ham
Chhup ke baithho maane na ham
Baaten wo puraani
Ye umar hai kya rangeeli
Ye nazar hai kya nasheeli
Pyaar mein khoye khoye nain
Hamaara rom rom bechain
Hamaari hi zamana hai
Ye umar hai kya rangeeli


Hamne maana ham pe nigaahen
Achcha dil to apna
Chhe chhee phir bhi jawaan hai
Aha buddhe yoon na dekho
Dil to dekho yoon na dekho
Dil to dekho chhodo ye naadaani
Oh ho ho ho
Haay ham par thhi jawaani
Aur duniya thhi deewaani
Kisi ke ham bhi thhe dildaar
Koi karta thha hamse pyaar
Hamaara bhi zamana thha


Ye umar hai kya rangeeli
Ye nazar hai kya nasheeli
Pyaar mein khoye khoye nain
Hamaara rom rom bechain
Hamaari hi zamana hai
Hamaara bhi zamana thha
Hamaari hi zamana hai
Hamaara bhi zamana thha
Hamaari hi zamana hai
Hamaara bhi zamana thha
Hamaari hi zamana hai
Hamaara bhi zamana thha.



Movie/album: Professor
Singers: Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Usha Mangeshkar
Song Lyricists: Hasrat Jaipuri
Music Composer: Shankar Singh Raghuvanshi
Music Director: Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label: Saregama
Starring: Shammi Kapoor, Kalpana, Lalita Pawar
Release on: 20th January, 1962
1. Who is the music director of the song Yeh Umr Hai Kya Rangeeli
Ans: Yeh Umr Hai Kya Rangeeli song music director is Shankar Singh Raghuvanshi
2. Who is/are the singer/singers of the song Yeh Umr Hai Kya Rangeeli
Ans: Yeh Umr Hai Kya Rangeeli song singers are Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Usha Mangeshkar
3. Who is the Composer of the song Yeh Umr Hai Kya Rangeeli
Ans: Yeh Umr Hai Kya Rangeeli song composer is Shankar Singh Raghuvanshi
4. Who is the Lyricist of the song Yeh Umr Hai Kya Rangeeli
Ans: Yeh Umr Hai Kya Rangeeli song lyricist is Hasrat Jaipuri
5. What is the movie of the song Yeh Umr Hai Kya Rangeeli
Ans: Yeh Umr Hai Kya Rangeeli song is from Professor
6. Who wrote the song Yeh Umr Hai Kya Rangeeli
Ans: Yeh Umr Hai Kya Rangeeli song is written by Hasrat Jaipuri

Find other songs in - Professor

2
Main Chali Main Chali

Mohammed Rafi

3
Awaaz Deke Humein Tum Bulao

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi