Ye zameen aasman apna
Ban gaya ye jaha apna
Ye zameen aasman apna
Ban gaya ye jaha apna
Kya hansi hai safar
Banana brother
Kya hansi hai safar
Banana brother
Ye zameen aasman apna
Ban gaya ye jaha apna
Dekhte dekhte hum
Kaha aa gaye
Sari duniya me ab
Sirf hum chha gaye
Dekhte dekhte hum
Kaha aa gaye
Sari duniya me ab
Sirf hum chha gaye
Chhayi hai bekhudi
Hatho me jam hai
Har taraf har jagha
Apna hi naam hai
Mudke dekhe jidar
Banana brother
Mudke dekhe jidar
Banana brother
Ye zameen aasman apna
Ban gaya ye jaha apna
Kis me kitana hai
Dam aazmana bhi hai
Chand taro ko dharti
Pe lana bhi hai
Kis me kitana hai dam
Aazmana bhi hai
Chand taro ko dharti
Pe lana bhi hai
Humko banna bhi hai
Aur banana bhi hai
Ho is zamane ko kuch
Kar dikhna bhi hai
Oo o ho hye lambi apni
Dagar banana brother
Hye lambi apni dagar
Banana brother
Ye zameen aasman apna
Ban gaya ye jaha apna
Ye zameen aasman apna
Ban gaya ye jaha apna
Kya hansi hai safar
Banana brother
Kya hansi hai safar
Banana brother
Mudke dekhe jidar
Banana brother
Kya hansi hai safar
Banana brother.
Gurdas Mann, Harbhajan Mann
Abhijeet Bhattacharya
Gursewak Mann, Hema Sardesai