Sach kahte hai duniya wale
Ye duniya badi kharab
Oo ho sare maraj ki ek dawa hain
Bas do ghut sharab
Ho ho khushi aaye to peena
Ho ho gham sataye to peena
Khushi aaye to peena
Gam sataye to peena
Khushi aaye to peena
Gam sataye to peena
Agar ho chain se jeena
Agar ho chain se jeena
To yaro pi ke jeena
Taram taram tina
Taram taram tina
Taram taram tina ho ho
Khushi aaye to peena
Pike bhi hum hosh
Mein aur maje main hain
Jo nahin peete aajkal
Wo nashe main hain
Wo nashe main hain aajkal
Wo nashe main hain
Sare ruthe sare
Ruthe par nahin ruthe sakhi
Jam aur mina taram taram tina
Taram taram tina
Taram taram tina ho
Ho khushi aaye to peena
Hum aaye pardesh mein paisa kamane
Kodi kodi jode apni life banane
Hum aaye pardesh mein paisa kamane
Kodi kodi jode apni life banane
Is paise ne is paise
Ne desh chhudaya apna
Sab kuch chhina taram taram tina
Taram taram tina taram taram tina
Ho ho khushi aaye to peena
Reshami chadar mein
Lage ha tukade kat ke
Na to hum ghar ke rahe na to ghat ke
Na to hum ghar ke rahe na to ghat ke
Pahle se pahle se
Jo jante aate yaha kabhi na
Taram taram tina taram taram tina
Taram taram tina ho
Ho khushi aaye to peena.
Hariharan, Shankar Mahadevan
Gurdas Mann, Harbhajan Mann
Gursewak Mann, Hema Sardesai