Ye julf kaisi hain
Janjir jaisi hain
Ye julf kaisi hai
janjir jaisi hain
Wo kaisi hogi jis ki
Tasawir ayesi hain
Ye aankh kaisi hai
Haay tir jaisi hain
Ye aankh kaisi hai
Haay tir jaisi hain
Wo kaisaa hogaa jis
Ki tasawir ayesi hain
Ye julf kaisi hain
Janjir jaisi hain
Wo kaisi hogi jis ki
Tasawir ayesi hain
Wo kaisaa hogaa jis
Ki tasawir ayesi hain
Tum to muze pasand ho
Kya main tumhe pasand hoon
Kya tum rajaamand ho
Main to rajaamand hoon
Main tum se kya boloo
Takadir kaisi hain
Main tum se kya boloo
Takadir kaisi hain
Wo kaisaa hogaa jis
Ki tasawir ayesi hain
Ye julf kaisi hain
Janjir jaisi hain
Wo kaisi hogi jis ki
Tasawir ayesi hain
Ghoonghat nikaal ke
Piya baithoongi main to aaj se
Dekho naa is tarah muze
Mar jaoongi main laaj se
Suno idhar dekho
Ye khwaab kaisaa
Hain taabir kaisi hain
Ye khwaab kaisaa
Hain taabir kaisi hain
Wo kaisi hogi jis ki
Tasawir ayesi hain
Ye aankh kaisi hai
Haay tir jaisi hain
Wo kaisaa hogaa jis
Ki tasawir ayesi hain
Wo kaisi hogi jis ki
Tasawir ayesi hain.
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Kishore Kumar