Zamane mein hamara naam
Jo badnam karte hai
Zamane mein hamara naam
Jo badnam karte hai
Zamane mein hamara naam
Jo badnam karte hai
Wo aakhir kyun chale aate
Wo aakhir kyun chale aate hai
Yahi in badnam galiyo mein
Zamane mein hamara naam
Jo badnam karte hai
Husn ka bazar inko
Kyu samjhta hai jaha
Husn ka bazar inko
Kyu samjhta hai jaha
Hum mohabbat se dilo ke
Zakhm bharte hai yaha
Sahar ki har gali mein
Rang bikhre bewafai ke
Sahar ki har gali mein
Rang bikhre bewafai ke
Wafa to jhuk ke jeeti hai
Inhi benam galiyo mein
Zamane mein hamara naam
Jo badnam karte hai
Ye jo mahfil hai jaha koi
Kisi se kam nahi
Ye jo mahfil hai jaha koi
Kisi se kam nahi
Ye wo galiya hai jaha
Duniya ka koi ghoom nahi
Kabhi dil tut jate hai
Jo unse shish mehlo mein
Kabhi dil tut jate hai
Jo unse shish mehlo mein
Wahi dil jod jate hai
Yahan ghoomnam galiyo mein
Zamane mein hamara naam
Jo badnam karte hai
Zamane mein hamara naam
Jo badnam karte hai.
Kishore Kumar
Kanchan
Kishore Kumar