Zameen bhi wahi
Hai wahi aasmaan
Zameen bhi wahi
Hai wahi aasamaan
Magar ab wo dilli
Ki galiyaan kaha
Yaha par thikana kisi kaa nahi
Ye zaalim zamana kisi kaa nahi
Yaha lut gaye kitane hi caravan
Kaha hai wo dilli ki galiyaan kaha
Wo ulfat nigaaho me baaqi nahi
Wo mahafil nahi hai wo saathi nahi
Hui bad inasaaniyat ki zubaan
Ilaahi wo dilli ki galiyaan kaha
Gaya mausam e gul
Bahaaro ke saath
Wo duniya gai
Taajadaaro ke saath
Zamana gaya rah gai daastaan
Wo dilli wo dilli ki galiyaan kaha
Wo dilli wo dilli ki galiyaan kaha
Wo dilli wo dilli ki galiyaan kaha.
Shamshad Begum, Sundar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Meena Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Meena Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Asha Bhosle
Mubarak Begum
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar