Har Baat Puchhiye - Chandni Chowk lyrics | Chandni Chowk - Har Baat Puchhiye lyrics

Har Baat Puchhiye is a hindi song from the 1954 movie Chandni Chowk. Har Baat Puchhiye singers are Lata Mangeshkar, Meena Mangeshkar, Usha Mangeshkar. Har Baat Puchhiye composer is Roshanlal Nagrath (Roshan) and Har Baat Puchhiye lyricist or song writer is Majrooh Sultanpuri. Har Baat Puchhiye music director is Roshanlal Nagrath (Roshan). Har Baat Puchhiye features Shekhar, Meena Kumari, Jeevan, Smriti Biswas, Agha, Achala Sachdev, Kumar, Sunder, Yashodra Katju. Har Baat Puchhiye director is and the producer is . The audio of Har Baat Puchhiye song was released on null by Saregama. Har Baat Puchhiye YouTube video song can be watched above.


Har baat puchhiye
Ye haqeeqat na puchhiye
Haan har baat puchhiye
Ye haqeeqat na puchhiye
Ae jee hamko kisi se kyun hai
Mohabbat na puchhiye
Haan mohabbat na puchhiye
Hamko kisi se kyun hai
Mohabbat na puchhiye
Mohabbat na puchhiye
Har baat puchhiye
Ye haqeeqat na puchhiye
Ye haqeeqat na puchhiye
Are waah hamko kisi se kyun hai
Mohabbat na puchhiye
Mohabbat na puchhiye
Na puchhiye na puchhiye
Na puchhiye haan
Hamko kisi se kyun hai
Mohabbat na puchhiye
Mohabbat na puchhiye


Hamne kisi ke ishq mein
Apna kiyaa ye haal
Hamne kisi ke ishq mein
Apna kiyaa ye haal
Apna kiyaa ye haal haan
Uljhi huyi nazar hai
Uljhi huyi nazar hai to
Bahki huyi hai chaal
Aankhon se dekhiye ae jee
Aankhon se dekhiye
Meri haalat na puchhiye
Meri haalat na puchhiye
Aaa aankhon se dekhiye
Meri haalat na puchhiye
Meri haalat na puchhiye
Na puchhiye na puchhiye
Na puchhiye haan
Hamko kisi se kyun hai
Mohabbat na puchhiye
Mohabbat na puchhiye


Aaa aaa aaa aaa
Karte nahin nigaah kisi
Par wo bhul kar haay
Karte nahin nigaah
Kisi par wo bhul kar
Haan kisi par wo bhul kar
Karte nahin nigaah
Kisi par wo bhul kar
Haan kisi par wo bhul kar
Ae jee haan ham
Aayina bhi dekhen to
Ham aayina bhi dekhen to
Aate hain wo nazar aahe waah
Aate hain wo nazar ajee waah
Aate hain wo nazar haan
Itne hamin pe kyun hai
Inayat na puchhiye
Inayat na puchhiye
Na puchhiye na
Puchhiye na puchhiye haan
Hamko kisi se kyun hai
Mohabbat na puchhiye
Mohabbat na puchhiye
Jee mohabbat na puchhiye
Jee mohabbat na puchhiye


Hamne kahaa ki chaliye
Zara dekh bhaal ke
Ajee haan dekh bhaal ke
Ari haan dekh bhaal ke palte wo
Palte wo kis adaa se jee haan
Palte wo kis adaa se
Dupattaa sambhaal ke jee
Dupattaa sambhaal ke haan
Dupattaa sambhaal ke
Haan dil par guzar gayi
Jo qayamat na puchhiye
Qayamat na puchhiye
Jee qayamat na puchhiye haan
Dil par guzar gayi
Jo qayamat na puchhiye
Qayamat na puchhiye
Jee qayamat na puchhiye
Jee qayamat na puchhiye
Qayamat na puchhiye
Qayamat na puchhiye
Qayamat na puchhiye
Jee qayamat na puchhiye
Jee qayamat na puchhiye.



Movie/album: Chandni Chowk
Singers: Lata Mangeshkar, Meena Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Director: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Label: Saregama
Starring: Shekhar, Meena Kumari, Jeevan, Smriti Biswas, Agha, Achala Sachdev, Kumar, Sunder, Yashodra Katju
Release on: null
1. Who is the music director of the song Har Baat Puchhiye
Ans: Har Baat Puchhiye song music director is Roshanlal Nagrath (Roshan)
2. Who is/are the singer/singers of the song Har Baat Puchhiye
Ans: Har Baat Puchhiye song singers are Lata Mangeshkar, Meena Mangeshkar, Usha Mangeshkar
3. Who is the Composer of the song Har Baat Puchhiye
Ans: Har Baat Puchhiye song composer is Roshanlal Nagrath (Roshan)
4. Who is the Lyricist of the song Har Baat Puchhiye
Ans: Har Baat Puchhiye song lyricist is Majrooh Sultanpuri
5. What is the movie of the song Har Baat Puchhiye
Ans: Har Baat Puchhiye song is from Chandni Chowk
6. Who wrote the song Har Baat Puchhiye
Ans: Har Baat Puchhiye song is written by Majrooh Sultanpuri

Find other songs in - Chandni Chowk

1
Kabhi Chaar Baje Kabhi

Shamshad Begum, Sundar

2
Jaadu Bura Bangaal Ka

Lata Mangeshkar

3
Hame Aye Dil Kahin Le Chal

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

4
Banno Ke Haath Bhari Mehandi

Lata Mangeshkar, Meena Mangeshkar, Usha Mangeshkar

5
Zameen Bhi Wahi

Mohammed Rafi

6
Tera Dil Kahan Hai

Asha Bhosle

7
Ae Khuda Majboor

Mubarak Begum

8
Dil Ki Shikayat Nazar

Lata Mangeshkar

9
Behak Chale Nainva Haye

Lata Mangeshkar

10
Badal Chali Hai Jo Unki

Lata Mangeshkar

11
12
Aa Jaye Jane Wale

Lata Mangeshkar