Zindagi bhar yahi ikrar kiye jayenge
Zindagi bhar yahi ikrar kiye jayenge
Hum tumhare hai tumhe
Pyar kiye jayenge
Zindagi bhar yahi ikrar kiye jayenge
Koi jalwa na samayega nazar mein apni
Koi jalwa na samayega nazar mein apni
Sirf sarkar ka didar kiye jayenge
Ye dhadkte hue hanste hue gate hue dil
Kah rahe hai ke mohabbat
Ki yahi hai manjil
Aa kuch aur bhade pyar ke tufano me
Dil ki kashti to salamat hajaro sahil
Waqt ko apna tarafdar kiye jayenge
Hum tumhare hai tumhe
Pyar kiye jayenge
Zindagi bhar yahi ikrar kiye jayenge
Humko malum na tha dil ki
Hakikat kya hai
Tumne samjhaya to samjhe
Ke mohabbat kya hai
Haye ye phul se rukhsar ye mahaki zulfe
Sath ho tum to baharo ki jarurat kya hai
Tumse wada yahi har bar ke aayenge
Hum tumhare hai tumhe
Pyar kiye jayenge
Zindagi bhar yahi ikrar kiye jayenge
Zindagi bhar yahi ikrar kiye jayenge.
Asha Bhosle, Shamshad Begum
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi