Zindagi se chura ke
Zindagi mein basa ke
Zindagani banaya hai tujhe
Roothe rab ko mana ke
Aasman ko jhuka ke
Zindagani banaya hai tujhe
Tu mila jis tarah saba mile
Tu mila jis tarah sila mile
Tu mila jis tarah
Duaa mile bakhuda
Tu mila toh jaise
Main jee gaya
Tu mila mukammal
Main ho gaya
Tu mila toh phaila
Hai noor sa bakhuda
Zindagi se churaa ke
Zindagi me basaa ke
Zindagani banaaya hai tujhe
Mehfooz tu mehsoos kar
Tere paas hoon main sada
Tujhse nahi ho sakta main
Pal bhar bhi ab juda
Ab saath hain hum is
Tarah aankhon pe sang palke
Aa waqt ko yeh baat
Hum ik baar phir se keh dein
Saare gham se chhupa
Ke har nazar se bacha ke
Zindagani banaaya hai tujhe
Tu mila jis tarah saba mile
Tu mila jis tarah sila mile
Tu mila jis tarah
Duaa mile bakhuda
Tu mila toh jaise
Main jee gaya
Tu mila mukammal
Main ho gaya
Tu mila toh phaila
Hai noor sa bakhuda
Baahon mein aa ho jayenge
Shiqwe sabhi khud fanaa
Hothon se main tujh ko
Sunu aankhon se tu kuch sunaa
Tu aks ahi main aaina
Phir kya hai sochna
Ik doosere mein kho ke
Hai ik doosre ko paana
Kismaton ko jagaa ke
Har jahaan ko hara ke
Zindagani banaya hai tujhe
Tu mila jis tarah saba mile
Tu mila jis tarah sila mile
Tu mila jis tarah
Duaa mile bakhuda
Tu mila tto jaise
Main jee gaya
Tu mila mukammal
Main ho gaya
Tu mila toh phaila
Hai noor sa bakhuda.
Shreya Ghoshal
Shreya Ghoshal, Zubeen Garg
Sonu Nigam
Krishnakumar Kunnath (K.K)
Javed Ali