Aa aur na socho
Soch ke kya paoge
Aa aur na socho
Soch ke kya paoge
Jitna bhi samjhe
Ho utna pachhtaye ho
Jitna bhi samjhoge
Utna pachhtaoge
Aa aur na socho
Soch ke kya paoge
Jitna bhi samjhe ho
Utna pachhtaye ho
Jitna bhi samjhoge
Utna pachhtaoge
Aa aur na socho
Soch ke kya paoge
Aao kuch ab jine
Ka saman kare hum
Aao kuch ab jine
Ka saman kare hum
Sach ke hatho humne
Jo mushkil payi hai
Jhut ke hatho wo
Mushkil aasan kare hum
Aa aur na socho
Soch ke kya paoge
Jitna bhi samjhe ho
Utna pachhtaye ho
Jitna bhi samjhoge
Utna pachhtaoge
Aa aur na socho
Soch ke kya paoge
Tum meri aankho me
Aankhe dal ke dekho
Phir mai tumse sari
Jhuti kasme khau
Phir tum wo sari
Jhuti bate dauhrao
Jo sabko achhi lagti hai
Jaise wafa karne ki bate
Jine ki marne ki bate
Hum dono yu waqt guzaare
Tum mujhko kuchh khwab dikhao
Mai tumko kuchh khwab dikhau
Jinki koi tabir nahi ho
Jitne din ye mel rahega
Jitne din ye mel rahega
Dekho achha khel rahega
Aur kabhi dilbar jaye
To keh dena tum bit
Gaya milne ka mausam
Aa aur na socho
Soch ke kya paoge
Jitna bhi samjhe ho
Utna pachhtaye ho
Jitna bhi samjhoge
Utna pachhtaoge.
Alisha Chinai
Asha Bhosle, Kumar Sanu, Udit Narayan
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Alka Yagnik, Udit Narayan