Aaj Gale Ke Niche Utara - Mera Pati Sirf Mera Hai lyrics | Mera Pati Sirf Mera Hai - Aaj Gale Ke Niche Utara lyrics

Aaj Gale Ke Niche Utara is a hindi song from the 1990 movie Mera Pati Sirf Mera Hai. Aaj Gale Ke Niche Utara singers are Amit Kumar, Anupam Kher. Aaj Gale Ke Niche Utara composer is Anand Shrivastav, Milind Shrivastav and Aaj Gale Ke Niche Utara lyricist or song writer is N/A. Aaj Gale Ke Niche Utara music director is Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. Aaj Gale Ke Niche Utara features Jeetendra, Rekha, Radhika, Utpal Dutt, Anupam Kher, Birbal, Gulshan Grover, Satish Shah, Mahavir Shah, Chandra Shekhar, Kamal Deep, Yunus Parvez, Sunil Dhawan, Vikas Anand, Madhukar, Shobha Khote, Seema Deo, Guddi Maruti, Savita Bajaj, Pradeep Rawat. Aaj Gale Ke Niche Utara director is and the producer is . The audio of Aaj Gale Ke Niche Utara song was released on null by Eros Music. Aaj Gale Ke Niche Utara YouTube video song can be watched above.


Aaj gale ke niche utra
Jab angur ka pani
Yaad mujhe tab aayi logo
Apni ram kahani
To aao ji aao baja bajao
Aao ji aao baja bajao
Tum baat meri bhoolana na
Aurat se darna shadi na karna
Yaaro kabhi ghar basana na
Aao ji aao baja bajao
Tum baat meri bhoolana na


Aurat se darna shadi na karna
Yaaro kabhi ghar basana na
Sharabi hain deewana hain
Zamane se begana hain
Sharabi hain deewana hain
Zamane se begana hain
Isko malum nahin khule aam
Sarab peena kanunan zurm hain


Apni adaa se lubhati hain
Sohar ye hamko banati hain
Apni adaa se lubhati hain
Sohar ye hamko banati hain
Inpe jo tum aitbar karoge
Meri tarah bemaut maroge
Haske agar jeena hain to
Inse kabhi dil lagana na
Isiliye to sari umar na
Shadi ki maine
Aao ji aao baja bajao
Tum baat meri bhoolana na
Aurat se darna shadi na karna
Yaaro kabhi ghar basana na
Sarabi hai deewana hain
Zamane se begana hain


Hum hain kuware duniya se nyare
Hamsa jaha mein koi nahinn
Hum hain kuware duniya se nyare
Hamsa jaha mein koi nahinn
Koi nahin koi nahinn
Tumsa jaha mein koi nahinn
Koi nahin koi nahinn
Tumsa jaha mein koi nahinn
To aao ji aao baja bajao
Tum baat meri bhoolana na
Aurat se darna shadi na karna
Yaaro kabhi ghar basana na
Sarabi hain deewana hain
Zamane se begana hain


Halat se majboor hoon
Sholo pe main chal raha hoon
Wo aag hain dil mein lagi
Din raat main jal raha hoon
Halat se majboor hoon
Sholo pe main chal raha hoon
Wo aag hain dil mein lagi
Din raat main jal raha hoon
Har na tha duniya ka jhootha
Apno ne mujhko hain luta
Har na tha duniya ka jhootha
Apno ne mujhko hain luta
Apna kisi ko banana na
Bhai mere mano kahna
Mushkil ka yahan tanha rahna
Aao ji aao baja bajao
Aao ji aao baja bajao
Tum baat meri bhoolana na
Aurat se darna shadi na karna
Yaaro kabhi ghar basana na.



Singers: Amit Kumar, Anupam Kher
Song Lyricists: N/A
Music Composer: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Director: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label: Eros Music
Starring: Jeetendra, Rekha, Radhika, Utpal Dutt, Anupam Kher, Birbal, Gulshan Grover, Satish Shah, Mahavir Shah, Chandra Shekhar, Kamal Deep, Yunus Parvez, Sunil Dhawan, Vikas Anand, Madhukar, Shobha Khote, Seema Deo, Guddi Maruti, Savita Bajaj, Pradeep Rawat
Release on: null
1. Who is the music director of the song Aaj Gale Ke Niche Utara
Ans: Aaj Gale Ke Niche Utara song music director is Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
2. Who is/are the singer/singers of the song Aaj Gale Ke Niche Utara
Ans: Aaj Gale Ke Niche Utara song singers are Amit Kumar, Anupam Kher
3. Who is the Composer of the song Aaj Gale Ke Niche Utara
Ans: Aaj Gale Ke Niche Utara song composer is Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
4. Who is the Lyricist of the song Aaj Gale Ke Niche Utara
Ans: Aaj Gale Ke Niche Utara song lyricist is N/A
5. What is the movie of the song Aaj Gale Ke Niche Utara
Ans: Aaj Gale Ke Niche Utara song is from Mera Pati Sirf Mera Hai
6. Who wrote the song Aaj Gale Ke Niche Utara
Ans: Aaj Gale Ke Niche Utara song is written by N/A

Find other songs in - Mera Pati Sirf Mera Hai

1
Thandi Hawa Hai

Sapna Mukherjee, Shailendra Singh

2
Maine Tujhe Khat Likha

Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam

3
Aaiye Farmaiye

Amit Kumar, Anand Kumar C