Aaj hai gulfam se
Bhi badhke teri shan
Allah meharban to
Gadha pahalwan
Allah meharban to
Gadha pahalwan
Aaj hai gulfam se
Bhi badhke teri shan
Allah meharban to
Gadha pahalwan
Allah meharban to
Gadha pahalwan
Jane tu jat ka dobhi
Ya koi naai hai
Hai koi chor ya mochi
Hai ya halwai hai
Jane tu jat ka dobhi
Ya koi naai hai
Hai koi chor ya mochi
Hai ya halwai hai
Jo bhi hai apne liye hai
Mujhe is bat se kya
Badsahat teri kismat mein
Magar teri aayi hai
Badsahat teri kismat mein
Magar teri aayi hai
Kadmo me tere hai
Takat suleman
Allah meharban to
Gadha pahalwan
Allah meharban to
Gadha pahalwan
Aaj hai gulfam se
Bhi badhke teri shan
Allah meharban to
Gadha pahalwan
Allah meharban to
Gadha pahalwan
Aisi surat to nahi thi
Ke tujhe hoor mile
Aisi surat to nahi thi
Ke tujhe hoor mile
Farshe makhmal pe
Chale khane ko angur mile
Farshe makhmal pe
Chale khane ko angur mile
Tune socha bhi na
Hoga ke teri rato ko
Husn walo ke hasi
Jalwo ka ye noor mile
Husn walo ke hasi
Jalwo ka ye noor mile
Kismat ka hai sara khel meri ja
Allah meharban to
Gadha pahalwan
Allah meharban to
Gadha pahalwan
Aaj hai gulfam se
Bhi badhke teri shan
Allah meharban to
Gadha pahalwan
Allah meharban to
Gadha pahalwan
Kal talak thande pade
The tere ghar ke chulhe
Aaj baho me hasino
Ke tu jhula jhule
Kal talak thande pade
The tere ghar ke chulhe
Aaj baho me hasino
Ke tu jhula jhule
Tujhpe kuch itna
Meharban hai upar wala
Aaj tu chahe to ye
Chand sitare chule
Aaj tu chahe to ye
Chand sitare chule
Hazir hai aaj sabhi
Aish ke saman
Allah meharban to
Gadha pahalwan
Allah meharban to
Gadha pahalwan
Aaj hai gulfam se
Bhi badhke teri shan
Allah meharban to
Gadha pahalwan
Allah meharban to
Gadha pahalwan.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Meenu Purushottam, Usha Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi