Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi - Nai Umar Ki Nai Fasal lyrics | Nai Umar Ki Nai Fasal - Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi lyrics

Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi is a hindi song from the 1965 movie Nai Umar Ki Nai Fasal. Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi composer is Roshanlal Nagrath (Roshan) and Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi lyricist or song writer is Neeraj Pathak. Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi music director is Roshanlal Nagrath (Roshan). Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi features Rajeev, Tanuja, Ulhas, Shobhna Samarth, Leela Chitnis, S.K. Prem, M.A. Latif, Renuka Roy. Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi director is and the producer is . The audio of Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi song was released on 15th June, 1965 by Saregama. Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi YouTube video song can be watched above.


Aaj ki raat badi shokh
Badi natkhat hai
Aaj to tere binaa
Neend nahin aayegi
Ab to tere hi yahaan
Aane kaa ye mausam hai
Ab tabeeyat na khayaalon
Se bahal paayegi


Haay paani ki ye rimjhim
Ye guledaar phuhaar
Aise nas nas mein teri
Chaah jagaa jaati hai
Jaise pinjre mein kisi
Qaid pade panchhi ko
Apni aazaad udaanon ki
Yaad aati hai
Ab to aa jaao
Ab to aa jaao meri
Maang ke sindoor suhaag
Saans teri hai
Saans teri hai tere
Naam pe mit jaayegi
Aaj to tere binaa
Neend nahin aayegi


Aisi hi raat to wo thhi
Ke teri nazron ne
Mujhe pahnaayaa thaa jab
Pyaar ke kapdon kaa libaas
Aur us raat bhi aisi hi
Sharaabi thhi fizaa
Jab teri baahon mein
Mahki thhi meri saans-o-adaa
Aur ab aisi
Aur ab aisi jawaan rut
Mein akeli main hoon
Aa jaa warnaa
Aa jaa warnaa ye shamaa
Kaanp ke bujh jaayegi
Aaj to tere binaa
Neend nahin aayegi
Aaj ki raat badi
Shokh badi natkhat hai
Aaj to tere binaa
Neend nahin aayegi


Hmm hmm hmm
Par thahar wo jo wahaan
Par thahar wo jo wahaan
Lete hain footpaathon par
Laash bhhi jinki kafan
Tak na yahaan paati hai
Aur wo jhonpde chhat
Bhi na hai sar par jin ke
Chhaate chhappar hi jahaan
Zindagi so jaati hai
Pahle in sab ke liye
Pahle in sab ke liye ek
Imaarat gadh loon
Phir teri maang
Phir teri maang sitaaron
Se bhari jaayegi
Aaj to tere binaa
Neend nahin aayegi
Aaj ki raat badi
Shokh badi natkhat hai
Aaj to tere binaa
Neend nahin aayegi.



Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Neeraj Pathak
Music Composer: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Director: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Label: Saregama
Starring: Rajeev, Tanuja, Ulhas, Shobhna Samarth, Leela Chitnis, S.K. Prem, M.A. Latif, Renuka Roy
Release on: 15th June, 1965
1. Who is the music director of the song Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi
Ans: Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi song music director is Roshanlal Nagrath (Roshan)
2. Who is/are the singer/singers of the song Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi
Ans: Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi song singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi
Ans: Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi song composer is Roshanlal Nagrath (Roshan)
4. Who is the Lyricist of the song Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi
Ans: Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi song lyricist is Neeraj Pathak
5. What is the movie of the song Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi
Ans: Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi song is from Nai Umar Ki Nai Fasal
6. Who wrote the song Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi
Ans: Aaj Ki Raat Badi Shokh Badi song is written by Neeraj Pathak

Find other songs in - Nai Umar Ki Nai Fasal

1
Mero Sayiyan Gulabia Ka Phool

Minoo Purshottam, Suman Kalyanpur

2
Isako Bhi Apnata Chal

Mohammed Rafi

3
Thi Shubh Suhaag Ki Raat

Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

4
Dekhti Hi Raho Aaj Darpan

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

5
Swapna Jhade Phool Se

Mohammed Rafi