Aane wale kal ki tum taswir ho
Naj karegi dunia tum par
Dunia ki takdir ho
Aane wale kal ki tum taswir ho
Naj karegi dunia tum par
Dunia ki takdir ho
Tum ho kisi kutiya ke deepak
Jag me ujala kar doge
Bholi bhali muskano se
Sabki jholi bhar doge
Haste chalo jamane me
Tum chalta hua ek teer ho
Naj karegi dunia tum par
Dunia ki takdir ho
Aane wale kal ki tum taswir ho
Naj karegi dunia tum par
Dunia ki takdir ho
Nam na lena rone ka
Roto ko hasane aye ho
Nahi ruthna tum kabhi bhi
Ke tum ruthe ko manane aaye ho
Jo ruthi takdir badal de tum aisi tabdir ho
Aane wale kal ki tum taswir ho
Naj karegi dunia tum par
Dunia ki takdir ho
Ek din honge jami aasma
Chand sitare hatho me
Hogi ek din bagdor
Bharat ki tumhari hatho me
Ek din honge jami aasma
Chand sitare hatho me
Hogi ek din bagdor
Bharat ki tumhari hatho me
Tod sake na dusman jisko
Tum aisi janjir ho
Naj karegi dunia tum par
Dunia ki takdir ho
Aane wale kal ki tum taswir ho
Naj karegi dunia tum par
Dunia ki takdir ho.
Asha Bhosle, Shamshad Begum
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood
Talat Mahmood