Do din ki mohabbat me hamne
Kuchh khoya hai kuchh paya hai
Do gum ke aansu hamko mile
Jine ka chain gawaya hai
Do din ki mohabbat me hamne
Arman hai jo nikale hi nahi
Kuch aasu hai jo bahe nahi
Arman hai jo nikale hi nahi
Kuch aasu hai jo bahe nahi
Kuch aise bhi afsane hai
Jo hamne kisi se kahe nahi
Kuch hansi me badle hai aansu
Aur apna dard chhupaya hai
Do din ki mohabbat me hamne
Ai dil tu hame tadpata tha
Le hamne rulaya hai tujhko
Ai dil ki lagi tu jalati thi
Le hamne jalaya hai tujhko
Is dard ko wo jane jisne
Ghar apna kabhi jalaya hai
Do din ki mohabbat me hamne
Is bat pe khush hai divana
Mere jakhm kisi ke kam aaye
Is bat pe khush hai divana
Mere jakhm kisi ke kam aaye
Ek rog naya ham le baithe
Kya jane kab aaram aaye
Ai dil itna betab na ho
Jab gum ko gale lagaya hai
Do din ki mohabbat me hamne.
Asha Bhosle, Shamshad Begum
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Talat Mahmood