Aankhe meri jadoo nagri
Rup rangila jadu gar
Aankhe meri jadoo nagri
Rup rangila jadoo gar
Wahi dekhe pyar ke sapne
Dal du jispe ek najar
Aankhe meri aankhe
Meri jadu nagri
Rup rangila jadoo gar
Wahi dekhe pyar ke sapne
Dal du jispe ek najar
Aankhe meri
Mausam bhi aahe bhare
Aise bahar hu
Mausam bhi aahe bhare
Aise bahar hu
Teer najar ka lekin
Main to shikar hu
Jane kab hogi gal mein
Mere pyar ki ek najar
Aankhe meri aankhe
Meri jadu nagri
Rup rangila jadoo gar
Wahi dekhe pyar ke sapne
Dal du jispe ek najar
Aankhe meri
Humse chupaya tune
Kaisa wo raz hai
Humse chupaya tune
Kaisa wo raz hai
Ham bhi huzur ke hai
Hamko to naz hai
Jan se to jayenge
Fir to na aayenge
Tadpe jo tu umar bhar
Aankhe meri aankhe
Meri jadu nagri
Rup rangila jadu gar
Wahi dekhe pyar ke sapne
Dal du jispe ek najar
Aankhe meri
Mai wo pari hu tere
Dil ke jahan ki
Mai wo pari hu tere
Dil ke jahan ki
Sair karau tujhe
Sato aasman ki
Aankho me pyar liye
Dekhega chand bhi
Jayenge hum to pighal
Aankhe meri aankhe
Meri jadu nagri
Rup rangila jadoo gar
Wahi dekhe pyar ke sapne
Dal du jispe ek najar
Aankhe meri.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle