Hotho ke phul koi dil ke dag beche
Har koi yaha apne
Khwabo ke bag beche
Koi shakal behcta hai
Koi akal ka sharmaya
Har koi jindagi ko bazar me le aya
Ada hi ada kharidenge
Ya dil ki wafa kharidenge
Ap farmayiye ap farmayiye kya kharidenge
Ap farmayiye kya kharidenge
Ap farmayiye kya kharidenge
Kesuo ki ghata khridenge,
Paylo ki sada kharidenge
Ap farmayiye kya kharidenge
Ap farmayiye kya kharidenge
Ap farmayiye kya kharidenge
Lab ki lali hai kya yki pyali hai kya
Ham to khune jigar bhi pila denge
Agar isara kare sab gawara kare
Jaa hai kya jaa hai kya
Ham to iman luta denge
Ap farmayiye kya kharidenge
Ap farmayiye kya kharidenge
Ap farmayiye kya kharidenge
Do ghadi ka bhi hai, jindagi ka bhi hai
Apko konsa pyar darkar hai
Faisla kijiye chiz chun lijiye
Sharm kaisi ke dunia
Sharm kaisi ke dunia hi bazar hai
Ap farmayiye kya kharidenge
Ap farmayiye kya kharidenge
Ap farmayiye kya kharidenge
Bujhte bujhte se din ris jate hai khin
Chehre par hai chamkate sawere yaha
Aisi tanhayiya jaise sahnayiya
Hai ujalo se mahange,
Hai ujalo se mahange andhere yaha
Ap farmayiye kya kharidenge
Ap farmayiye kya kharidenge
Ap farmayiye kya kharidenge
Ada hi ada kharidenge
Ya dil ki wafa kharidenge
Ap farmayiye kya kharidenge
Ap farmayiye kya kharidenge
Ap farmayiye kya kharidenge.
Hemlata (Lata Bhatt)
Hemlata (Lata Bhatt)
Suresh Wadkar
Hemlata (Lata Bhatt), Suresh Wadkar