Aapka aashiq hoon main
Mujhse na yu sharmaiye
Aapka aashiq hoon main
Mujhse na yu sharmaiye
Mere layak ghar koi khidmat
Ho to farmaiye
Mere layak ghar koi khidmat
Ho to farmaiye
Aapka aashiq hoon main
Mujhse na yu sharmaiye
Mere layak ghar koi khidmat
Ho to farmaiye
Mere layak ghar koi khidmat
Ho to farmaiye
Aaj sayad aap kuchh
Masruf hai to thik hai
Aaj sayad aap kuchh
Masruf hai to thik hai
Aapke ghar se mera ghar
Kis kadar najdik hai
Jab kabhi fursat mile
Aa jaiye mil jaaiye
Mere layak ghar koi
Khidmat ho to farmaiye
Mere layak ghar koi
Khidmat ho to farmaiye
Aapke kadmo ke niche
Aa na jaye dil mera
Aapke kadmo ke niche
Aa na jaye dil mera
Aap ko kahane lagega
Har koi katil mera
Dekh kar rasta zara
Chaliye na itraiye
Mere layak ghar koi
Khidmat ho to farmaiye
Mere layak ghar koi
Khidmat ho to farmaiye
Phul se bhi naram najuk
Oye phul se bhi naram najuk
Aap ka rang rup hai
Aapki kabil nahi mausam
Gajab ki dhup hai
Chal pade thandi hawa
Aanchal zara laharaiye
Mere layak ghar koi
Khidmat ho to farmaiye
Mere layak ghar koi
Khidmat ho to farmaiye
Aapka aashiq hoon main
Mujhse na yu sharmaiye
Mere layak ghar koi khidmat
Ho to farmaiye
Mere layak ghar koi khidmat
Ho to farmaiye.
Alka Yagnik, Amit Kumar
Alka Yagnik, Suresh Wadkar
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar