Main teri taraf jab dekhti hu
Main teri taraf jab dekhti hu
Jab dekhti hu
Tab sochti hu
Ek pal bhi gujarne se pahale
Ae kash main marne se pahale
Ye apna farz ada kar du
Teri maang sitaron se bhar doon
Teri maang teri maang sitaron se bhar doon
Ha aurat hu kamjor hum main
Ha aurat hu kamjor hum main
Ek ghum ka ghata ghangor hu main
Roti hu khub barasti hu
Pyasi deen raat tarasti hu
Bebas hu mere bas mein ho agar
Mar jau thadap ke ghum se magar
Jis ghar mein ek khushi bhi nahi
Use naho hajaro se bhar du
Teri maang sitaron se bhar doon
Teri maang sitaron se bhar doon
Babul to nahi par reet karo
Babul ka suru ab geet karo
Maine kitne mausam dekhe
Kya dekha gham hi gham dekhe
Khushiyo ki mujhe pahchan nahi
Kuch aur mera armaan nahi
Dekhu uthate teri doli
Khelu apne lahu se holi
Main teri pyasi najaro ko
Sawan ke najaro se bhar du
Teri maang sitaron se bhar doon.
Alka Yagnik, Amit Kumar
Alka Yagnik, Suresh Wadkar
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Suresh Wadkar