Aya holi ka tyohar
Leke rango ki bahar
Chali panghat ko ek matwali
Raste me kisi ne rang dali
Raste me kisi ne rang dali
Aya holi ka tyohar
Leke rango ki bahar
Chala kheto ko ek matwala
Raste me kisi ne rang dala
Raste me kisi ne rang dala
Gharwale puche gayi kyu akeli
Jag wale chede kaha rang kheli
Mera kya batadungi
Mera hal ye kisne kiya
Ho log magar kuch or na samjhe
Ho log magar kuch or na samjhe
Nam kisi ka lete tera
Mujhda jo sarmaya
Aya holi ka tyohar
Leke rango ki bahar
Chala kheto ko ek matwala
Raste me kisi ne rang dala
Raste me kisi ne rang dala
Kaha jati ho gori bahana karke
Chodo ge kya diwana karke
Bolo chodo ge kya diwana karke
Meri chunri kahe bigoye is
Julmi se pucho re koi
Meri chunri kahe bigoye is
Julmi se pucho re koi
Julmi se pucho re koi
Julmi se pucho
Nakhra ab ke mai kyu royi
Is julmi se pucho re koi
Ho dono ka hai dosh barabar
Dono ka hai dosh barabar
Hamne rang lagaya
Tune dil ka rog lagaya
Aya holi ka tyohar
Leke rango ki bahar
Chali panghat ko ek matwali
Raste me kisi ne rang dali
Raste me kisi ne rang dali
Na ghabra rang hai
Kacha chhut jayega
Na sarma varna
Ye dil tut jayega
Rangana hai to bedardi
Mujhe pyar ka rang laga
Pyar se pahle soch samjhle
Pyar se pahle soch samjhle
Bas me jisne socha
Wo bahut pachtaya
Aya holi ka tyohar
Leke rango ki bahar
Chala kheto ko ek matwala
Raste me kisi ne rang dala
Raste me kisi ne rang dala
Raste me kisi ne rang dali
Raste me kisi ne rang dali.
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi, Usha Khanna
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar