Tum ladki ho main ladka hoon
Tum aai to sach kaheta hoon
Aaya mausam dosti ka
Ke aaya mausam dosti ka
Main ladki hoon tum ladke ho
Yuh lagta hai jab milte ho
Aaya mausam dosti ka
Ke aaya mausam dosti ka
La la la la laa laa
La la la la laa laa
Jaane kyu lagta hai
Meri tumhari pehle se pehchaan hai
Jaane kyu lagta hai
Meri tumhari pehle se pehchaan hai
Tum maan itna
Jo de rahe ho
Mujhpe yeh ehsaan hai
Ehsaanon ki baatein chodo
Aao humse naata jodo
Aaya mausam dosti ka
Ke aaya mausam dosti ka
Main ka jaanu ka cheez hove hai pyar
Karajva pe laagi nazar ki katar
Main ka jaanu ka cheez hove hai pyar
Karajva pe laagi nazar ki katar
Ari deewani na kar naadani haye dhaiya
Teri baatein hain, badi toofani acha
Nahin yeh mausam dillagi ka are re
Nahin yeh mausam khud khushi ka
Rishta nahin hai dono ko phir bhi
Baandhe koi dor hai
Rishta nahin hai dono ko phir bhi
Baandhe koi dor hai
Is dosti ko kya naam de hum
Yeh baat kuch aur hai
Deewana pan keh sakte ho
Dil ki dhadkan keh sakte ho
Aaya mausam dosti ka
Ke aaya mausam dosti ka.
Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam, Shailendra Singh, Usha Mangeshkar
Sharda Sinha
S. P. Balasubrahmanyam
Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
S. P. Balasubrahmanyam
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam