Tanha main akela
Tuta tara koi
Aasma mera meri zamee
Manzil khoi khoi
Tanha main akela tuta tara koi
Aasma mera meri zamee
Manzil khoi khoi
Deewana hoon magar
Phir bhi hai yaki
Hasino ki jo pasand
Mai hu wo hasi
Aasma mera meri zamee
Manzil khoi khoi
Tanha main akela tuta tara koi
Pahlu mein mere mastiya
Sokhiya aur bijliya
Marti hai aji mujh par
Bag ki sari titliya
Mahfil mein jadu bhare
Naino ki athkheliya
Aakara mujhko ghere hai
Anjani ye saheliya
Lo mera nam lo
Hotho se kam lo
Sapne mere jage jage
Yade soyi soyi
Tanha main akela tuta tara koi
Koi sune na sune
Meri apni sada
Koi dekhe na dekhe
Husan ki apni ada
Hirni jaisi aankhe hai
Chal mein hai ek nasha
Dhadkan daud rahi hai kyu
Kya hua mujhko bhala
Kya tuhje yad hai
Jo mujhe yad hai
Nazro mein hai ek halki si
Surat si khoi khoi
Tanha main akela
Tuta tara koi
Aasma mera meri zamee
Manzil khoi khoi
Deewana hoon magar
Phir bhi hai yaki
Hasino ki jo pasand
Main hoon wo hasi
Aasma mera meri zamee
Manzil khoi khoi
Tanha main akela tuta tara koi.
Bappi Lahiri, S. Janaki (Sishta Sreeramamurthy Janaki)
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Alisha Chinai
Bappi Lahiri, Mohammed Aziz
Asha Bhosle, Bappi Lahiri