Aaye Haaye Dilruba - Dr. Vidya lyrics | Dr. Vidya - Aaye Haaye Dilruba lyrics

Aaye Haaye Dilruba is a hindi song from the 1962 movie Dr. Vidya. Aaye Haaye Dilruba singers are Asha Bhosle, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). Aaye Haaye Dilruba composer is Sachin Dev Burman and Aaye Haaye Dilruba lyricist or song writer is Majrooh Sultanpuri. Aaye Haaye Dilruba music director is Sachin Dev Burman. Aaye Haaye Dilruba features Manoj Kumar, Madan Puri, Prem Chopra, Mumtaz, Sunder, Helen, Nasir Husain, Vyjayantimala. Aaye Haaye Dilruba director is and the producer is . The audio of Aaye Haaye Dilruba song was released on null by Saregama. Aaye Haaye Dilruba YouTube video song can be watched above.


Aaye haaye dilruba
Arre tujhko kyaa pataa
Zindagi mein har dil ko jeet kar
Jeena hai zindagi
Ho pappa jamaar lo
Ho pappa
Aaye haaye dilruba
Tujhko kyaa pataa
Zindagi mein har dil ko jeet kar
Jeena hai zindagi
Ho pappa jamaar lo ho pappa
Pappa jamaar lo ho pappa


Yoon geet gaaun
Yoon muskuraaun
Koi na jaane na jaane na jaane
Meri tamanna meri balaa se
Sab hain deewaane
Sab hain deewaane
Sab hain deewaane
Ye kaisa hai zamaana
Meri hai ye mehfil arre o jani
Tujhe khabar kyaa
Pappa jamaar lo pappa
Aaye haaye dilruba
Tujhko kyaa pataa
Zindagi mein har dil ko jeet kar
Jeena hai zindagi
Ho pappa jamaar lo ho pappa
Pappa jamaar lo ho pappa


Aaye haaye dilrubaa
Toone sach kahaa
Zindagi mein har dil ko jeetkar
Jeena hai zindagi


Aaye haaye dilrubaa
Toone sach kahaa
Zindagi mein har dil ko jeetkar
Jeena hai zindagi
Ho pappa jamaar lo ho pappa
Aaye haaye dilrubaa
Toone sach kahaa
Zindagi mein har dil ko jeetkar
Jeena hai zindagi
Ho pappa jamaar lo ho pappa
Pappa jamaar lo ho pappa


Duniya chaman hai tu daali daali
Khilti chali jaa chali ja chali jaa
Teri nazar hai tere nazaare
Milti chali jaa chali jaa chali jaa ho
Phir bhi dam hai
Maza kahin ruk jaaye
Milke kabhi kabhi naina jhuk jaaye
Phir bhi dam hai
Maza kahin ruk jaaye
Milke kabhi kabhi naina jhuk jaaye
Chalna zindagi hai
Rukne mein kyaa hai o re o jaani
Tujhe khabar kyaa
Pappa jamaar lo ho pappa
Aaye haaye dilrubaa
Toone sach kahaa
Zindagi mein har dil ko jeetkar
Jeena hai zindagi
Ho pappa jamaar lo ho pappa
Pappa jamaar lo ho pappa


Nadaani hai
Ranzo gham se bhar dena dil ko
Ek dil ko pinjre me qaid kar dena dil ko
Baandhe dil ki dor kaam hai aazaadi ka
Ulfat ki zanjeer naam hai aazaadi kaa
Tu hai daamini
Chal ke phail jaa manzil manzil
Barbaadi tak kyaa mazaa phire
Mehfil mehfil
Apna din hai apni raat hai
Apne apne dil ki baat hai
Sab tera hai dil tera sakhi
Dooja ka hai dil tera sakhi
Dooja bhi hai kyaa sitam hai ji
Apna hi gham kaun kam hai ji
Auron mein tu nahin kho saki
Apni bhi to nahin ho saki
Wo bhi kyaa zindagi jo kisi aur ki ho
O ji o jaani tujhe khabar kyaa
Pappa jamaar lo ho pappa
Aaye haaye dilrubaa
Toone sach kahaa
Zindagi mein har dil ko jeetkar.
Jeena hai zindagi
Ho pappa jamaar lo
Ho pappa
Pappa jamaar lo
Ho pappa



Movie/album: Dr. Vidya
Singers: Asha Bhosle, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Sachin Dev Burman
Music Director: Sachin Dev Burman
Music Label: Saregama
Starring: Manoj Kumar, Madan Puri, Prem Chopra, Mumtaz, Sunder, Helen, Nasir Husain, Vyjayantimala
Release on: null
1. Who is the music director of the song Aaye Haaye Dilruba
Ans: Aaye Haaye Dilruba song music director is Sachin Dev Burman
2. Who is/are the singer/singers of the song Aaye Haaye Dilruba
Ans: Aaye Haaye Dilruba song singers are Asha Bhosle, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
3. Who is the Composer of the song Aaye Haaye Dilruba
Ans: Aaye Haaye Dilruba song composer is Sachin Dev Burman
4. Who is the Lyricist of the song Aaye Haaye Dilruba
Ans: Aaye Haaye Dilruba song lyricist is Majrooh Sultanpuri
5. What is the movie of the song Aaye Haaye Dilruba
Ans: Aaye Haaye Dilruba song is from Dr. Vidya
6. Who wrote the song Aaye Haaye Dilruba
Ans: Aaye Haaye Dilruba song is written by Majrooh Sultanpuri

Find other songs in - Dr. Vidya

1
Yu Hans Hans Ke Na Dekho

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

2
Khanke Kangna Bindiya Hanse

Lata Mangeshkar

3
Jaani Tum To Dole Daga Deke

Lata Mangeshkar

4
Bheegi Bheegi Aankhon Pe

Lata Mangeshkar

5
Pawan Diwani Na Maane

Lata Mangeshkar

6
Aye Dil E Awaara

Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

7
Main Kal Phir Miloongi

Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi