Yu has has kar dekho na idhar
Najre na najre na sararat kar baithe
Najre na sararat kar baithe
Hamko hai ye dar ham
Ghabrakar tumse na
Haye tumse na
Mohabbat kar baithe
Haye tumse na
Mohabbat kar baithe
Ji tumse
Jab dur se hum par dilwale
Najro ki kamane fekenge
Najro ki kamane fekenge
Kya hamko kisi ka dar hai ji
Hum to has has kar dekhenge
Hum to has has kar dekhenge
Is mahfil me aa is dil me
Is mahfil me aa is dil me
Aane ke aa aane
Ki na jarurat kar baithe
Aane ki na jarurat kar baithe
Aane ki na jarurat kar baithe
Aane ki na jarurat
Nagan jaisi jalim julfe nagan nagan
Nagan jaisi jalim julfe
Dil se na lipat jaye aakar
Dil se na lipat jaye aakar
In kadmo ke dilwalo ne
Dil fek diye hai ghabrakar
Dil fek diye hai ghabrakar
Ye matwali aankhe kali
Ye matwali aankhe kali
Hum par na
Hum par na hukumat kar baithe
Hum par na hukumat kar baithe
Hamko hai ye dar ham
Ghabrakar tumse na
Haye tumse na
Mohabbat kar baithe
Haye tumse na
Mohabbat kar baithe
Ji tumse
Hotho pe laga lije tale hotho hotho
Hotho pe laga lije tale
Kuch dam nahi apki bato me
Kuch dam nahi apki bato me
Agar hum hasi hai to
Kya chehre chupa le hatho se
Kya chehre chupa le hatho se
Kuch teere najar chal jaye agar
Kuch teere najar chal jaye agar
Humse na sikayat kar baithe
Humse na sikayat kar baithe
Hamko hai ye dar ham
Ghabrakar tumse na
Haye tumse na
Mohabbat kar baithe
Haye tumse na
Mohabbat kar baithe
Ji tumse
Hamko hai ye dar hum jhunjhla kar
Sabki ka muramat kar baithe
Sabki ka muramat kar baithe.
Asha Bhosle, Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi