Aayega dulha mera
Bandh ke sehra
Bajegi sahnai angana
Naino me kajara
Mathe pe jhumka
Hatho me khankega kangana
Aayega dulha mera
Bandh ke sehra
Bajegi sahnai angana
Khushiyo ki raat hogi
Taro ki barat hogi
Puri hogi aasha
Mere jivan ki
Sajh ke uthegi dholi
Phulo se baregi jholi
Dulhan banungi
Apne sajan ki
Mang me sindur barke
Solah singar karke
Mang me sindur barke
Solah singar karke
Jaungi apne
Piya ke angana
Piya ke angana
Aayega dulha
Mera bandh ke sehra
Bajegi sahnai angana
Naino me kajara
Mathe pe jhumka
Hatho me khankega kangana
Kaliyo ki sekh hogi
Dhadhkan bhi tej hogi
Kanpenga tan man dholega
Chupke se aake saiya
Pakdega meri baiya
Dhire se ghunghat
Mera kholega
Ruki ruki sanse hogi
Jhuki jhuki aankhe hogi
Ruki ruki sanse hogi
Jhuki jhuki aankhe hogi
Aankho me jane kya
Kahega sajna
Kya kahega sajna
Aayega dulha mera
Bandh ke sehra
Bajegi sahnai angana
Naino me kajara
Mathe pe jhumka
Hatho me khankega kangana
Aayega dulha mera
Bandh ke sehra
Bajegi sahnai angana.
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle
Mahendra Kapoor
Mahendra Kapoor