Kyu chamke kyu chamke
Bol kuchh bol ras ghol goriye
Tere mathe ki bindiya
Kyu chamke kyu chamke
Kaise batau mere dol sajna
Mere mathe ki bindiya
Mamta ke badlo ki thandi
Thandi chhavo me
Kisko bulaye tu sapno ke gaao me
Tera hi nazara mujhko rijhaye
Dekhu jab tujhko wo jhalak dikhai
Bhed hai ye kaisa kuchhh bol goriye
Bol kuchh bol ras ghol goriye
Tere mathe ki bindiya
Bol kab aane wali nanhi si bahar hai
Dekh mere kheto ko bhi yahi intzaar hai
Jaldi hi dekhega wo nanhi si bahar tu
Dum to le saiya aise ho na bekara tu
Aayenge wo din anmol sajna
Kaise batau mere dol sajna
Mere mathe ki bindiya
Chand hai badariya me phir bhi ujala hai
Tujhme samaya kaise roop ye nirala hai
Ho jaise mera pyar chana tujhme samaya hai
Roop tera aise hi to mujhme samaya hai
Motiyo se dunga tujhe taul goriye
Bol kuchh bol ras ghol goriye
Tere mathe ki bindiya.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi