Adaayein jab ho latkedaar
Nigahe bhi ho jhatkedar
Bachke jaye kaha dilwale
Shawa to bachke
Jaye kaha dil wale
Shawa to bachke
Jaye kaha dil wale
Rasile nain musafir maar
Ho bate jiski lache daar
To bach ke jaye kaha dil
Wale shawa to bach ke jaye kaha
Dil wale shawa ho bach ke jaye
Kaha dil wale
Hoye akal ki andhi duniya samjhe
Pyar ko khota paisa ye na jane
Waqt pade par kam ye aaye kaisa
Samjhe akal ki andhi duniya samjhe
Pyar ko khota paisa ye na jane
Waqt pade par kam ye aaye kaisa
Samjhe koi lakh kare inkar magr
Jab hath pakad le yar to
To bach ke jaye kaha dil
Wale shawa to bach ke
Jaye kaha dil wale
Adaayein jab ho latkedaar
Nigahe bhi ho jhatkedar
Bachke jaye kaha dilwale
Shawa to bachke
Jaye kaha dil wale
Shawa to bachke
Jaye kaha dil wale
Ho pyar na karte to kya
Karte pyar kiya so achha
Sidhi sadhi bat hai jag ki
Ek se dou hai acha
Pyar na karte to kya
Karte pyar kiya so achha
Sidhi sadhi bat hai jag ki
Ek se dou hai achha
Aji hum to hai taiyar
Dou ka nam ha jodidar ho
To bachke
Jaye kaha dil wale
Shawa to bachke
Jaye kaha dil wale
Rasile nain musafir maar
Ho bate jiski lache daar
To bach ke jaye kaha dil
Wale shawa to bach ke
Jaye kaha dil wale
Ho bahla pyar ka jisne aakar
Dil mein ki diwali are de gai
Mujhko bhi fuljhadiya
Ek dupate wali
Ho bahla pyar ka jisne aakar
Dil mein ki diwali are de gai
Mujhko bhi fuljhadiya
Ek dupate wali
Kabhi wo pehne
Chudidar kabhi
Zalim kali salwar
To bachke jaye
Kaha dil wale
Shawa to bachke
Jaye kaha dil wale
Rasile nain musafir maar
Ho bate jiski lache daar
To bach ke jaye kaha dil
Wale shawa to bach ke
Jaye kaha dil wale
Shawa to bach ke
Jaye kaha dil wale
Adaayein jab ho latkedaar
Nigahe bhi ho jhatkedar
Bachke jaye kaha dilwale
Shawa to bachke
Jaye kaha dil wale
Shawa to bachke
Jaye kaha dil wale.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Shamshad Begum