Jogiya jogiya jogiya jogiya
Kaha jane laga hai muh fer ke
Hum hai tere deewane badi
Der ke jogiya jogiya
Kaha jane laga hai muh fer ke
Hum hai tere deewane badi
Der ke, jogiya jogiya
Kadar na jani tune kabhi mere
Pyar ki
Kadar na jani tune kabhi mere
Pyar ki khabar na puchi kabhi
Dile bekarar ki
Pyar ki khabar na puchi kabhi
Dile bekarar ki
Kyu ho gaya bewafa haye
Jogiya jogiya
Kaha jane laga hai muh fer ke
Hum hai tere deewane badi
Der ke, jogiya jogiya
Jog ye kaheĀ liya preet meri
Chod ke
Jog ye kaheĀ liya preet meri
Chod ke
Zulm kiya re tune dil mera
Tod ke
Zulm kiya re tune dil mera
Tod ke kaisa ye ber liya
Jogiya jogiya
Kaha jane laga hai muh fer ke
Hum hai tere deewane badi
Der ke, jogiya jogiya
Jag ke nazaro ko bhi tera
Intezaar hai
Jag ke nazaro ko bhi tera
Intezaar hai
Meri baharo ko bhi tera
Intezaar hai
Meri baharo ko bhi tera
Intezaar hai lot bhi aa beriya
Haye jogiya jogiya
Kaha jane laga hai muh fer ke
Hum hai tere deewane badi
Der ke, jogiya jogiya.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Asha Bhosle, Mohammed Rafi