Ye zalim nigaho ki ghaat
Badi tikhi badi natkhati
Apne apne mukadar ki baat
Kiske hisse mein kitni bati
Ye zalim nigaho ki ghaat
Badi tikhi badi natkhati
Jo nazar na milai na jigar
Pe chot khai us dil ka
Fayda kya jo kisi pe aa
Na jaye hai wo zindgi
Bhi koi zindgi jo mohobat
Kiye bin kati
Ye zalim nigaho ki ghaat
Badi tikhi badi natkhati
Jo hua na kisi ka dushman
Hai zindgi ka gaa le zara
Jaha me nagma to ashqi ka
Tu jiya bhi to kya dou ghadi
Ke liye jo na ye pyar ki raat rati
Ye zalim nigaho ki ghaat
Badi tikhi badi natkhat
Ye dil kon jane lut jaye
Kis bahane katne bhi de
Khushi se hai bahar ke zamane
Lut gaye dil kai mit gaye dil kai
Par mohobat kabhi na ghati
Ye zalim nigaho ki ghaat
Badi tikhi badi natkhati
Apne apne mukadar ki baat
Kiske hisse mein kitni bati.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Asha Bhosle, Mohammed Rafi