Ae hawa ye bata
Ae hawa ye bata
Ae ghata ye bata
Kya tujhe hai pata
Abke baras jo barasega
Vo sawan kaisa hoga
Sawan jaisa heero mera
Sajan kaisa hoga
Sawan jaisa bhi ho mera
Sajan kaisa hoga
Tab mai kisi se, pyar krungi
Tab mai kisi se, pyar krungi
Tab solha singar krungi
Mukh dekhungi mai jisme
Vo darpan kaisa hoga
Darpan jaisa bhi ho mera hoga
Sawan jaisa bhi ho mera
Sajan kaisa hoga
Babul ke ghar ji na lage, ji na lage
Babul ke ghar ji na lage
Ji ke andar barasa jage
Babul ke ghar ji na lage
Jane anjane sajan ka, angan kaisa hoga
Angan jaisa bhi ho mera
Sajan kaisa hoga
Sawan jaisa bhi ho mera
Sajan kaisa hoga
Khel ke mujh se aankh micholi
Khel ke mujh se aankh micholi
Le jayega meri dholi
Mere man ka meet vo
Mera dushman kaisa hoga
Dushman jaisa bhi ho
Mera sajan kaisa hoga
Sawan jaisa heero mera
Sajan kaisa hoga
Sawan jaisa bhi ho mera
Sajan kaisa hoga.
Premlata
Premlata, Zawar Hussain
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Amit Kumar
Amit Kumar, Kishore Kumar