Ae mere mann main hoon magan
Unse milan ki sham hai ye
Har sans per mahaka hua
Unka jiya pe naam hai ye
Ae mere mann main hoon magan
Unse milan ki sham hai ye
Har sans per mahaka hua
Unka jiya pe naam hai ye
Ae mere mann main hoon magan
Mujhko jab wo mera mann mit mile
Mujhko jab wo mera mann mit mile
Rut ho ke na ho phir bhi basant khile
Lage jaise mujhe aise gula ho
Hawa mein chandan chandan
Ae mere mann main hoon magan
Unse milan ki sham hai ye
Har sans per mahaka hua
Unka jiya pe naam hai ye
Ae mere mann main hoon magan
Tann mann mein har pal ab hai basi
Tann mann mein har pal ab hai basi
Chhalki chhalki unki madhur vo hasi
Dheere dheere jaise gire
Hotho se rasila sawan sawan
Ae mere mann main hoon magan
Unse milan ki sham hai ye
Har sans per mahaka hua
Unka jiya pe naam hai ye
Ae mere mann main hoon magan
Kab ye kaise pyar humara pala
Kab ye kaise pyar humara bala
Apna nata kisi ko bhi pata na chala
Chupke chupke jag se chupke
Judo humare naino se nayan ye nayan
Ae mere mann main hoon magan
Unse milan ki sham hai ye
Har sans per mahaka hua
Unka jiya pe naam hai ye.
Kusum Mantri, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)