Main tere desh ki
Main tere desh ki ladki
Tu mere desh ka ladka
Main tere desh ki ladki
Tu mere desh ka ladka
Mujhe chhed gaya pardesi
Mujhe chhed gaya pardesi
Meri haalat kardi kaisi
Phir bhi dil tera na dhadka
Tu kaisa marad hai re tu kaisa hai ladka
Tu kaisa marad hai re tu kaisa hai ladka
Ho tera mele mein milne ka waada thaa
Ho tera mele mein milne ka waada thaa
Millke halchal machane ka irada thaa
Main toh aayi thi haan banke dulhaniya
Jhulake nathaniya bajati paijhaniya
Meri paayal ho gayi ghayal
Meri paayal ho gayi ghayal
Mera ro ro beh gaya kaajal
Phir bhi dil tera na dhadka
Tu kaisa marad hai re tu kaisa hai ladka
Tu kaisa marad hai re tu kaisa hai ladka
Jisne chheda hai mujhe woh itna jaanle
Jisne chheda hai mujhe woh itna jaanle
Are koan hoon main kya hoon woh pehchaan le
Karun pyar toh kali hoon main gulaab ki
Aaye gussa toh hoon sherni panjaab ki
Guru govind singh ne dikhlaye mujhe raaste
Jaan pe khel jaaun aabroo ke vaaste
Main hoon jaansi waali raani
Chaand biwi ki kahaani
Main thi ranjhe ki nishaani
Main shivaji ki bhawani
Meri baahon mein hai
Main hoon shaheedo ki beti
Bahena veeron ki
Raajputo ki aan akbar ki shaan
Rana sambha ji maidaan
Mujhse darte hai tufaan
Badla leke main rahungi apmaan ka
Sar juka ke rahungi aasmaan ka
Jisne chheda uski jaan lele tu
Jaan le na paaye to jaan de de tu
Varna chudiyan pahen baith ghar mein tu
Pyar ke kaabil nahin meri nazar mein tu
Kripaal bhi maine khinchi
Kripaal bhi maine khinchi
Apne khoon se dharti sinchi
Phir bhi dil tera na dhadka
Tu kaisa marad hai re tu kaisa hai ladka
Tu kaisa marad hai re tu kaisa hai ladka.
Narendra Chanchal
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Lata Mangeshkar