Allah khata kya hai garibo ki bata de
Allah khata kya hai garibo ki bata de
Kismat ke andhere mein nayi sama jala de
Allah khata kya hai garibo ki bata de
Kyu tune diya tha meri kashti ko sahara
Phir aa gaya toofa jo nazar aaya kinara
Kya khol hai teri karni ka bata de
Allah khata kya hai garibo ki bata de
Bukhe jo nahi unpe karam hai tera
Bukho ke liye bukh hi inam hai tera
Data data hai to
Bukho ki bhi takdeer jaga de
Allah khata kya hai garibo ki bata de
Mahrum hai rahmat se teri
Bukh ke mare
Har sans pe lete hai
Ye phako ke sahare
Maula maula yahi duniya hai
To duniya ko mita de
Allah khata kya hai garibo ki bata de
Milti na ho mehnat ke natije mein jo roti
Jis khet se bahta ho muniyakham na ho rozi
Us khet ke har ko sare
Dam dum ko jala de jala de
Allah khata kya hai garibo ki bata de.
Shamshad Begum
Munawar Sultana
Munawar Sultana, Surinder Kaur