Amma
Amma main bada ho ke
Bahut kaam karuga
Allah ke bando mein
Bada naam karuga
Amma amma main bada ho ke
Bahut kaam karuga
Allah ke bando mein
Bada naam karuga
Amma
Ab julm main garibo pe
Hone nahi dunga
Majlum hu majbur ko
Rone nahi dunga
Daulat ke khudao ko
Mita dunga jahase
Soyi hui kismat ko
Jaga dunga jaha se
Amma amma main bada ho ke
Bahut kaam karuga
Allah ke bando mein
Bada naam karuga
Amma
Imaan ki kasti ka main
Malaah banuga
Tufa ke thapedo se main
Pichhe na hatuga
Sahil pe pauch jauga
Mojo ko kuchal kar
Sapno ko chhu lunga
Zamino se uchhal kar
Amma amma main bada ho ke
Bahut kaam karuga
Allah ke bando mein
Bada naam karuga
Amma
Talwar me ghus jauga
Parwah na karunga
Sine pe lage tir to
Siski na bharuga
Allah ki raaho mein
Kadam ruk na sake ga
Sir tan se juda hoga
Par jhuk na sakega
Amma amma main bada ho ke
Bahut kaam karuga
Allah ke bando mein
Bada naam karuga
Amma amma amma.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Suman Kalyanpur
Suman Kalyanpur
Shamshad Begum
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Suman Kalyanpur
Ismail Azad Qawwal