Dil se jo baat nikalti hai
Asar rakhti hai
Par nahi takte parvah
Mager rakhti hai
Madad kar madad kar
Madad ki ghadi hai
Tere dil pe aaj baat aa padi hai
Tere naam par aaj baat aa padi hai
Tere naam par aaj baat aa padi hai
Bigdi hai baat banade
Bigdi ke bananevale
Aankho ke ask le le
Nazaro ka nur de de
Bigdi hai baat banade
Bigdi ke bananevale
Aankho ke ask le le
Nazaro ka nur de de
Tune ager na meri suni
Kya kahenge log
Tune ager na meri suni
Kya kahenge log
Tujhko bhi aur humko bhi
Jhutha kahenge log
Tujhko bhi aur humko bhi
Jhutha kahenge log
Bando ki laaj rakh le
Izzat tu aaj rakh le
Aankho ke ask le le
Nazaro ka nur de de
Bigdi hai baat banade
Bigdi ke bananevale
Aankho ke ask le le
Nazaro ka nur de de
Apna to gum nahi hume
Is baat ka hai dar
Apna to gum nahi hume
Is baat ka hai dar
Ilzam aa na jaye kahi
Tere naam par
Ilzam aa na jaye kahi
Tere naam par
Dil ki pukar sun le
Par var dildar sun le
Aankho ke ask le le
Nazaro ka nur de de
Bigdi hai baat banade
Bigdi ke bananevale
Aankho ke ask le le
Nazaro ka nur de de
Aankho ke ask le le aa aa
Nazaro ka nur de de aa aa
Nazaro ka nur de de aa aa
Nazaro ka nur de de aa aa.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Suman Kalyanpur
Suman Kalyanpur
Shamshad Begum
Suman Kalyanpur
Ismail Azad Qawwal