Sikawa hai na tujhse
Na koi shikayat
Aankhe teri sarkar
Mein nazrana de chale
Hum tera naam lene
Ka jurmana de chale
Aankhe teri sarkar
Mein nazrana de chale
Hum tera naam lene
Ka jurmana de chale
Sab kuchh luta diya
Tere daman ko tham kar
Sab kuchh luta diya
Tere daman ko tham kar
Mit kar dikha diya hai
Tujhe tere naam par
Mit kar dikha diya hai
Tujhe tere naam par
Duniya rakhegi yaad
Wo afsana de chale
Aankhe teri sarkar
Mein nazrana de chale
Hum tera naam lene
Ka jurmana de chale
Ye aarzu ka mahal
Tamannao ka chaman
Ye aarzu ka mahal
Tamannao ka chaman
Bazar hastrato ka
Neendo ka ye watan
Bazar hastrato ka
Neendo ka ye watan
Humse koi ye puchhe ki
Kya kya na de chale
Aankhe teri sarkar
Mein nazrana de chale
Hum tera naam lene
Ka jurmana de chale
Duniya mein hum rahe
Na rahe tera naam ho
Duniya mein hum rahe
Na rahe tera naam ho
Har dil mein har juban
Pe tera paiyam ho
Har dil mein har juban
Pe tera paiyam ho
Dekar hazar nazare
Aankhe teri sarkar mein
Nazrana de chale
Hum tera naam lene
Ka jurmana de chale.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Suman Kalyanpur
Shamshad Begum
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Suman Kalyanpur
Suman Kalyanpur
Ismail Azad Qawwal