Aankho mein masti hain masti hain
Masto na masti hain jhum lo
Peete hai to jite hain shaan se
Gham ka naam nahin
Peete hai to jite hain shaan se
Gham ka naam nahin
Jurm kiya hain hamne
Jurm kiya hain hamne
Aisa koi kaam nahin
Peete hain to jite hain
Peete hain to jite hain
Shaan se shaan se
Gham ka naam nahin
Jurm kiya hain hamne
Aisa koi kaam nahin
Peete hain to jite hain shaan se
Gham ka naam nahin
Masti hain hotho mein hain afsane
Aaj ka din apna hai
Kal ka kya ho khuda jaane
Dharti hamari aaj to
Dharti hamari aaj to
Koi hisab nahin
Dharti hamari aaj to
Dharti hamari aaj to
Peete hain to jite hain
Peete hain to jite hain
Peete hain to jite hain
Shaan se shaan se
Gham ka naam nahin
Mana kuch logo ki
Nazaro mein bure hai ham
Kuch logo ki khatir hamko
Sahne pade sitam
Phir bhi kisi ke naam ko
Phir bhi kisi ke naam ko
Kiya badnam nahin
Peete hain peete hain
To jite hain to jite hain
Shaan se shaan se
Gham ka naam nahin
Dub gayi hain
Sham nashe mein
Dub gayi hain
Sham nashe mein
Jidar nazar dhalo
Aise mein jakar na na
Hamper dhaka dilwalo
Aisi jawa jadubari
Aisi jawa jadubari
Kahi koi sham nahin
Peete hain to jite hain
Peete hain to jite hain
Shaan se shaan se
Gham ka naam nahin
Jurm kiya hai hamne
Aisa koi kaam nahin
Peete hain to jite hain shaan se
Gham ka naam nahin
Peete hai to jite hain
Peete hai to jite hain
Shaan se gham ka naam nahin.
Asha Bhosle
Mohammed Aziz
Kishore Kumar