Mere Dil Mein Hain Andhera - Do Yaar lyrics | Do Yaar - Mere Dil Mein Hain Andhera lyrics

Mere Dil Mein Hain Andhera is a hindi song from the 1989 movie Do Yaar. Mere Dil Mein Hain Andhera singer is Mohammed Aziz. Mere Dil Mein Hain Andhera composer is Usha Khanna and Mere Dil Mein Hain Andhera lyricist or song writer is Indeevar (Shyamalal Babu Rai), Naqsh Lyallpuri, Omkar Verma. Mere Dil Mein Hain Andhera music director is Usha Khanna. Mere Dil Mein Hain Andhera features Raj Babbar, Anita Raj. Mere Dil Mein Hain Andhera director is and the producer is . The audio of Mere Dil Mein Hain Andhera song was released on 5th April, 1989 by null. Mere Dil Mein Hain Andhera YouTube video song can be watched above.


Aas lekar tere darr pe aaye hain ham
Ai sakhi ho ihdar bhi nigaho karam
Ai sakhi ho ihdar bhi nigaho karam


Mere dil mein hain andhera
Koi samma tu jala de
Mere dil mein hain andhera
Koi samma tu jala de
Teri rehmato ke sadke
Mujhe rasta dikha de
Baba meri jabi hain aastana tera
Allah ke pyare meri bigadi bana
Haye meri jabi hain aastana tera
Allah ke pyare meri bigadi bana
Hak allah hak molla
Hak allah hak molla
Allah allah allah


Koi aakar yaha se na khali gaya
Bar ke daman gaya jo sawai gaya
Ha sawali gaya
Ek jaha tujhko kehta hain mushkil kusa
Kaise mayush lautegi meri sada
Ha ha meri sada
Mohammed mustafa ka wasta
Ali shere khuda ka vasta hai
Mujhe has nain ka sadaka atka hain
Ke bibi fatima ka vasta hain
Tu pehle banj tan fariyad sun le
Kisi ke dard ki ru dag sun le
Meri naav hain banwar mein
Use paar tu na kar de
Baba meri jabi hain aastana tera
Alla ke pyare meri bigadi bana
Baba meri jabi hai aastana tera
Alla ke pyare meri bigadi bana
Hak allah hak molla
Hak allah hak molla
Hak allah hak molla
Hak allah hak molla


Dubati hai nazar kuch sujai na de
Roshni ki kiran bhi dikhai na de
Ha dikahi na de
Kitni gehri hain ye sab ki tarikhiya
Ab to raho se uthane laga hai dhua
Ha utha hai dhua
Duhai hain mere aaka duhai
Mujhe de kaide gham se rihai
Meri bhi iltja manjur kar le
Tere dar per to jhukati hai khudai
Sahara tere daman ka liya hain
Ke haal tujhe samjh diya hain
Mere haal par karam kar
Mujhe bar aasra de
Data meri jabi hain aastana tera
Alla ke pyare meri bigadi bana
Baba meri jabi hain aastana tera
Alla ke pyare meri bigadi bana
Hak allah hak molla
Hak allah hak molla
Hak allah hak molla
Hak allah hak molla


Badal deta hai tu takdeer pal me
Pigal jati hai har janjeer pal me
Karam tera jise rasta dikhaye
Use gardish koi kaise sataya
Teri rahmat ka ho jise sahara
Mile toofan bhi bankar kinara
Hame sake kaso ki laaj rakhe
Tu apne khatimo ki aas rakhe
Use kya bhujaye aandhi
Jo chirag tu jala de
Data meri jabi hain aastana tera
Allah ke pyare meri bigadi bana
Baba meri jabi hain aastana tera
Allah ke pyare meri bigadi bana
Hak allah hak molla
Hak allah hak molla
Hak allah hak molla
Hak allah hak molla
Allah allah allah.



Movie/album: Do Yaar
Singers: Mohammed Aziz
Song Lyricists: Indeevar (Shyamalal Babu Rai), Naqsh Lyallpuri, Omkar Verma
Music Composer: Usha Khanna
Music Director: Usha Khanna
Music Label: null
Starring: Raj Babbar, Anita Raj
Release on: 5th April, 1989
1. Who is the music director of the song Mere Dil Mein Hain Andhera
Ans: Mere Dil Mein Hain Andhera song music director is Usha Khanna
2. Who is/are the singer/singers of the song Mere Dil Mein Hain Andhera
Ans: Mere Dil Mein Hain Andhera song singer is Mohammed Aziz
3. Who is the Composer of the song Mere Dil Mein Hain Andhera
Ans: Mere Dil Mein Hain Andhera song composer is Usha Khanna
4. Who is the Lyricist of the song Mere Dil Mein Hain Andhera
Ans: Mere Dil Mein Hain Andhera song lyricist is Indeevar (Shyamalal Babu Rai), Naqsh Lyallpuri, Omkar Verma
5. What is the movie of the song Mere Dil Mein Hain Andhera
Ans: Mere Dil Mein Hain Andhera song is from Do Yaar
6. Who wrote the song Mere Dil Mein Hain Andhera
Ans: Mere Dil Mein Hain Andhera song is written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai), Naqsh Lyallpuri, Omkar Verma

Find other songs in - Do Yaar

1
Ye Gajra Tujhe Bulaye

Asha Bhosle

2
Main Pardesi Sidha Sadha

Kishore Kumar

3
Ankho Mein Masti Hain

Asha Bhosle