Aye ishq isse barbad na kar
Aye ishq isse barbad na kar
Is murakh ko farhad na kar
Aye ishq isse barbad na kar
Kashe ko tod na dena
Kashe ko tod na dena
Tujhe majnu ki kasam
Use shiri se mohabat
Mujhe laila ka hai gam kya
Kashe ko tod na dena
Tujhe majnu ki kasam
Use shiri se mohabat
Mujhe laila ka hai gam
Haye haye
Aye meri janejigar
Aye meri janejigar
Dekh to le ek nazar
Buri halat hai idhar
Buri halat hai idhar
Buri halat hai idhar
Jalne laga mera jigar
Mujhe itna to bata
Dur se tu batla
Mai hu diwana tera
Bat aage na bada
Man mera kaha
Mujhko suli na chada
Haye man le mera kaha
Mujhko suli na chada
Aankhe madmast meri
Jaan le lungi teri
Mufat me jaan na le
Mufat me jaan na le
Mufat me jaan na le
Apni nigaho ki kasam
Ye masa ek haridya ka hai
Haye is murakh ko farhad na kar
Aye ishq isse barbad na kar
Is murakh ko farhad na kar
Aye ishq isse barbad na kar
Uske ghar jaoge pachhtaoge beta
Waha pathar bhi padenge
Bhaiya jute bhi padenge
Ullu ki tarha rat ko fariyad karoge
Ullu ki tarha rat ko fariyad karoge
Bemot maroge bhaiya agar ishq karoge
Sun mere bhai suna sun mere bhai
Nahi hai ye parichay achhe
Ishq wo khel nahi hai jise khele bache
Haye bhaiya romiyo ki kasam
Sari duniya ki kasam
Bhaiya romiyo ki kasam
Sari duniya ki kasam
Majnu uncle ki kasam aunti laila ki kasam
Majnu uncle ki kasam aunti laila ki kasam
Tujhe sukala ki kasam tujhe bhola ki kasam
Aye apne bap ka beta hai haye
Aye ishq isse barbad na kar
Is murakh ko farhad na kar
Aye ishq isse barbad na kar.
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Shamshad Begum
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)